Zaeden
Aawara
AAWARA

(CHORUS)

Na jane main yeh ab kaise
Mujhe yeh kya hogya
Main Tera hogya
Kyun Aisa lge jaise aawaara sa main
Tune yeh kya kr diya sb kuch badal diya
Janu na kaise ab tera hi hun main

(KING'S VERSE )

Tujhse phele jaise jeete the
Meri jaana hum theek the
Kuch aise aashiko ki lgi thi kataar
Jisme hum sbse peeche the
Bss tum
Jaanlo hum jaan dete ni andaazo pe
Jawaab rakhde toh sawaal khafa honge
Tabhi hum chup rehke kare salaam unhe jinhe iss pyaar Mai nafa honge

(Pre-chorus)

Khodi zindagi kale kaamo Mai pyaar kha hai
Na Main dhundu mera yaar kha hai pr tu samne hai (or)
(CHORUS)

Na jane main yeh ab kaise
Mujhe yeh kya hogya
Main Tera hogya
Kyun Aisa lge jaise aawaara sa main
Tune yeh kya kr diya sb kuch badal diya
Janu na kaise ab tera hi hun main

(KING'S VERSE 2 )

Hath range jinke sare kaale kaamo Mai
Voh kya hi kisi or rang se khafa honge
Kabhi na lenge hum tumhara yeh naam
Bas Dil hi mai rakh-ke fana honge
Dur se kadhe dekhenge hum
Pyaar ke pass bhi aana nahi
Woahhhh ohhh ohh!
Yeh khel hi ki tarah h
Kabhi hara hai kabhi jeeta (tabhi kehte h)

(Pre-chorus)

Khodi zindagi kale kaamo Mai pyaar kha hai
Na Main dhundu mera yaar kha hai pr tu samne hai (or)
(CHORUS)

Na jane main yeh ab kaise
Mujhe yeh kya hogya
Main Tera hogya
Kyun Aisa lge jaise aawaara sa main
Tune yeh kya kr diya sb kuch badal diya
Janu na kaise ab tera hi hun main


(ZAEDEN'S VERSE )

Tha main laapata,kabse yaha koi apna kaha tha
Kaali raat kaale kaamo mai Shamil,dil lagana mujhe lgta gunah sa tha

Ab hona na juda tu hai naya sapna kaise tujhse khafa honge
Sirf tera hai Nasha baaki kon yha jisse apna keh saku main

Ab toh yeh mujhko bhi lgne lga hai kaali yeh raaton ki tu hi subha hai
Anjaani raho pe tu lge apna sa

(CHORUS)

Na jane main yeh ab kaise
Mujhe yeh kya hogya
Main Tera hogya
Kyun Aisa lge jaise aawaara sa main
Tune yeh kya kr diya sb kuch badal diya
Janu na kaise ab tera hi hun main

Tera hi hun main
Bss tera hi hun main

Tera hi tera hi tera hi hun main
(END)