JANI
Kabhi Nahi
Tu ab apna apna sa lagta hai
Toh us jalti basti ka Rasta hai
Tujhe tootne ka khauf ata hai
Tu woh makaan hai jo thorha khasta hai
Me Naam loun tera toh yeh dill bhagh bhagh hai
Kya tjhe manga nahi ibadaton me jaag jaag k Me niklgaya sahilo per Paak raat mein
Me to jee Raha houn zindagi ek khuwab maan k
Tum toh khuwab hogae ho
Mere khat ka jawab hogae ho
Usi bhagh me khrhe hein phool torhne ko Jaanum Tm toh Kanto mein gulab hogae ho
Jo smjh me na ae ho tum aj tk
Tum Jaun ki kitaab hogae ho
Pehle thorhe so yaad me tum meri
Ab behisaab hogae ho
Hum maaney ko raazi hein woh Teri shartein Besakhta khrhe hein tere der pеy
Socha lout loun wafaein phr ek baar
Suna hai Khali hath nahi jate kisi ghar pеy
Ab hum anqareeb ajnabi
Ab hum nazrein na milaein kabhi
Ab is dill ko khae ek Kami
Tu nahi raas aya mjhe
Kabhi Nahi Kabhi Nahi
Kabhi Nahi Kabhi Nahi
Kabhi Nahi Kabhi Nahi
Kabhi Nahi Kabhi Nahi
Woh na Aya Jo laakh bura hai
Shayad uljhano me hi ghira hai
Saare phool jarhgae hein khiza se
Chal prhi phr hijr ki hawaein
Ankhein thak jati hai ,Tasveerein kehne lg jati hein
Kiya likhun husn per ab tere, Zulfein mohallaa mehkati hein
Kitabo ka piyar dhondhta houn
Beshumar jhoomta houn
Kbhi le Khabar
Mein Zindagi se bezar Ghoomta houn
Ab hum anqareeb ajnabi
Ab hum nazrein na milaein kabhi
Ab is dill ko khae ek Kami
Tu nahi raas aya mjhe
Kabhi Nahi Kabhi Nahi Kabhi Nahi Kabhi Nahi Kabhi Nahi Kabhi Nahi Kabhi Nahi Kabhi Nahi