JANI
INAAYAT
Kitno ne dekha ye chehra soch me pade wo kese ye jee rha he
Apno ko laga mai zeher paraayon ne kaha tu beta nahi heera he
Ye pyaar he sarhad ke paar
Sabhi ke nafrat ke bahar
Tu leti reh merese doori
Main tera hi karunga intezaar

Sapne ko main jiyu ese jese wo hakikat
Sapne me hi khus hu achaa nai lagta ye jeevan
Oo re amma teri yaad aa rahi he
Khaane mora maas ore baaz aa rahi he

Ab mar chuke hе jazbaat
Mene jhuti kasme khaali
Mеne yaar pale
Dushmani bhi pali
Aur haske goli khaali
Main kayaro se wakif
Hu na andhiyo me shaamil
Hu na aasman ke niche
Na main usse jyada kaabil

Main koshish kr rha hu kese khudko aage lau
Nahi koshish kr rha hu kese khudse chipna pau
Ye paisa paisa karke kaafi ghayal ho chuke he
Tum khodo yaha mitti main bas usme sona chahun
Din me sota nai aur raaton ko na neend aaye
Shaam dhali , hum emotion waale geet gaye
Hum to lafzo se hi dil he sabke jeet chuke
Aur sabhi jaante he tumko hi na jeet paye


In sabko sachhi chizein dikhni band ho chuki he
Aur uparwaala achhe logo ko jaldi bulaaye
Main beshara hoke apne haathon ko failaun
Wo jab bhi ese dekhe khaali khada muskuraaye


Qissey rehgae the per raat dhal chuki thi
Hum kisko kiya btate jb dill hi na murad hai
Ab kuch bhi kehre the aur baat brh rahi thi
In sb k bawajood bhi hum Kitne khush mizaj hein

Woh smjhe me chain se per me nahi houn Maa
Seedhoun yeh hont siyahi bahadoun ya krdun sb Bayan

Baqi sb khuda k hath mein Manzil ki janib houn himmat nahi chorhi hai
Maa sbko sunati ganey sb brhawa dein mjhe khushi nahi hori hai

Fatwe nikalte phirein haram kamai hai tu kb tk khaega ?
Per nahi Andaza unhe k yeh qalam ab Kitno k naaz uthaega
Na zer na zabar ki khabar toh sabaq le Dekhunga Kon hai Maai ka
Yeh neeche excuse bhi denge aur offend bhi honge aur krenge boycott
Nahi bhrta me hamiya kisi ki na ghaseeto mjhe is bherh chaal mein
Nhi rkhta buraiyan dillon me munh khol agey Dekh bhaal k
Jo bhi kamoun wo bhi ziada urhado per kami nahi hoti kbhi is maal mein
Nashukre hein sb k sb kbhi Khush nhi rahenge ek haal mein

Kr paye lagou
Pora scene praise kere cadence ko meri jb
Kese sunai na dengi unhe yeh gospel sound jo phate yeh delhi tk
Yeh sb kuch mila nahi wasiyat mein mjhe ab whether you hate me or send me love
I Set the bar me uthata charts standards high we Taking up