[Chorus : JANI]
Tu bas bin bataya qissa rehgaya
Tu bas yaadoun ka ek hissa rehgaya
Woh piyar ki thi jaaney konsi gali
Suno woh hamsafar, safar me kehgya
Tu bas bin bataya qissa rehgaya
Tu bas yaadoun ka ek hissa rehgaya
Woh piyar ki thi jaaney konsi gali
Suno woh hamsafar, safar me kehgya
[Verse 1 : JANI]
Tootna hi hai kbhi toh mere dill ne
Ibtida bhi kar hy do tum aaj sey
Pochna yeh khud kabhi tu mere dill se
Yeh zid per agya hai Tere Baad se
Na tu dikhe, gulistan sookh jaein na gul khilein
Sheher veeran ho na kuch bikey
Me roz ek dastan sunata houn tmhe
Tere khali ghr ki tooti khirhki se
[Chorus : JANI]
Tu bas bin bataya qissa rehgaya
Tu bas yaadoun ka ek hissa rehgaya
Woh piyar ki thi jaaney konsi gali
Suno woh hamsafar, safar me kehgya
[Verse 2 : JANI]
Tootna hi hai kbhi toh mere dill ne
Nikaal dou bahanay aaj sey
Pochna yeh khud kabhi tu mere dill se
Zikr ata Tera her ek baat mein
Is maazi ki galiyoun me bhi faqat ab hadsey hein
Yeh hanste hoye chehre bhi toh ghum hi bantte hein
Munasib hi nahi yeh manlein k tum na ho toh
Hum Teri ankhein pdh kar dill k Ander jhankte hein
[Chorus : JANI]
Tu bas bin bataya qissa rehgaya
Tu bas yaadoun ka ek hissa rehgaya
Woh piyar ki thi jaaney konsi gali
Suno woh hamsafar, safar me kehgya
Tu bas bin bataya qissa rehgaya
Tu bas yaadoun ka ek hissa rehgaya
Woh piyar ki jaaney konsi gali
Suno woh hamsafar, safar me kehgya