[Verse 1 : JANI]
Kya barpa karya yeh sitam
Mein hasta to dikhte hain ghum
Janam qaseede parho
Sahi soye na tumne han likhte hain ham
Kya woh haya woh sharam suna tere phelo ma bikte hain ghum
Wada raha tumse phir pukare ga kbhi yun nikle jo dum
Toote na phir koi kasam
Bewaja larte hain ham
Dastan tum se shuru honi ha tum pe khatam
[ Hook & Chorus : Bilal Ali]
Dil to Azad tha sunta na tha meri bh ye
Phir dharkta tha teri tumpe kyu
Yaden hamari thee phir yad sirf mujhko kyun
Tu bewafa thee ya tha mera ye kasoor
[Verse 2 : JANI]
Pathro se dil lagana hi nhi hai
Tumne qaifiyat ko jana hi nhi hai
Kis haq se pukarunga tumhe mein
Jo tum par likha na woh gaana hi nhi hai
Jo guzre shaam hum larte hi rahe
Diye bad-dua sambhalte hi na the
Tum galat ya mera haal tha bura
Andhero ki janib chalte hee rahe
Is ashiane ma tu rehmato ke khane mei
Hamesha tere kardeta hu mein bhi pas ane ma
Hosh aane de wo sab toh bas bahane the
Ki ghar basa liya hai paas ke mehkhane mein
[Hook & Chorus : Bilal Ali & JANI]
Dil to Azad tha sunta na tha meri bh ye
Phir dharkta tha teri tumpe kyu
Yaden hamari thee phir yad sirf mujhko kyun
Tu bewafa thee ya tha mera ye kasoor