Jeet Gannguli
Tulsi Kumar & KK - Piya Aaye Na (Romanized)
[Verse 1: Tulsi Kumar]
Teri khata hai mere jiya
Teri khata hai mere jiya
Unnpe bharosa kyun tune kiya
[Pre-Chorus: K.K.]
Sab jhoothe-jhoothe waade the unke
Chal peechhe-peechhe aaya tu jinke
[Chorus: K.K.]
Wo piya aaye na, wo Piya aaye na
Piya aaye na, wo piya aaye na
[Pre-Chorus: K.K.]
Ab sabhi unn khwaabon ki tu dagar chhod de
Ab sabhi unn khwaabon ko tu khud hi tod de
[Chorus: K.K.]
Wo piya aaye na, wo Piya aaye na
Piya aaye na, wo piya aaye na
[Verse 2: Tulsi Kumar and K.K.]
Teri khata hai mere jiya
Teri khata hai mere jiya
Har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
Gham likhe ho kismat mein to ban hi jaati wajah
[Pre-Chorus: K.K.]
Ab sabhi gham ashqon mein simat se gaye
Ab sabhi aansu palkon se lipat se gaye
[Chorus: K.K.]
Wo piya aaye na, wo Piya aaye na
Piya aaye na, wo piya aaye na
[Bridge: K.K.]
Sach laga tha jo bewajah humko wo bharam ho gaya hai
Bhar aane the jis fasaane mein wo khatam ho gaya
Bhoole hum, bhoole wo, kaise sabse kahein baat ye
[Pre-Chorus: K.K.]
Ab chalo hum dheere dheere bihal se gaye
Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
[Chorus: K.K.]
Wo piya aaye na
Wo piya aaye na (wo Piya aaye na)
Piya aaye na
[Verse 1: Tulsi Kumar]
Teri khata hai mere jiya
Teri khata hai mere jiya
Unnpe bharosa kyun tune kiya