Bhooli bisri chand umeedein
Chand fasaane yaad aaye
Chand fasaane yaad aaye
Tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aye
Hmm, hmm
Baanware
Baanware, Baanware
Baanware
Baanware, Baanware
Baanware tere bin main jiyun ke na jiyun
Jo hai mera usse apna kahun ke na kahun
Ab tuhi baata kiya karoon, kahaan jaun main
Tere jaisa koi kahaan se laun main, hmm
To aao na, hmm, Baanware, O
Baanware nayi manzil, nayi ye rahein hai
Baanware ajnaabi se logo ki bahein hai
Ro deti hoon main koi jo thame agar
Keh deti hoon main jo aaraha hai nazar
To aao na, huye baanware, hmm
Tu bewaafa hua, to main khafa hua
Tujhko kiya alvida
Phir kyun tu rooh jaise tan mein utar gaaye
Khud se kiya hai judaa