Rochak Kohli
Maati Ko Maa Kehte Hain
[Verse 1]
Ambar tale jag rahe hum tere
Aanchal tale rehte hain
Ambar tale jag rahe hum tere
Aanchal tale rehte hain

[Chorus]
Duniya mein hum hi
Akele hain jo
Maati ko maa kehte hain
Maati ko maa kehte hain

[Post-Chorus]
Hmm, hmmm
Hmm, hmmm
Hmm, hmmm
Hmm, hmmm

[Verse 2]
Jaage tere liye saari umar
Tu hi aana sulane humein
Sar tera uncha rahe aye watan
Koyi jaane na jaane humein
Jaage tere liye saari umar
Tu hi aana sulane humein
Sar tera uncha rahe aye watan
Koyi jaane na jaane humein
Koyi jaane na jaane humein
[Pre-Chorus]
Ho khushbu ke jaise
Hawaon mein hum
Gumnaam se behte hain
Khushbu ke jaise
Hawaon mein hum
Gumnaam se behte hain

[Chorus]
Duniya mein hum hi
Akele hain jo
Maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai

[Post-Chorus]
Hmm, hmmm
Hmm, hmmm
Hmm, hmmm
Hmm, hmmm

[Verse 3]
Jismon par vardi
Na kaandhe sitaare
Jismon par vardi
Na kaandhe sitaare
Na jhande jhukenge
Zikar pe humare
Par jaan nisaari ki
Jab baat hogi
Aage milenge
Kataron mein hum
Toh kya zameen pe
Rahein na rahein
Muskurayenge taaron mein hum
Muskurayenge taaron mein hum
[Pre-Chorus]
Woh baag hansta rahe hum jise
Hindustan kehte hain
Woh baag hansta rahe hum jise
Hindustan kehte hain

[Chorus]
Duniya mein hum hi
Akele hain jo
Maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Hum maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Hum maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai
Hum maati ko maa kehte hai
Maati ko maa kehte hai