Arko Pravo Mukherjee
Yasser Desai & Arko - Naino Ne Baandhi (Romanized)
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
Jo lafzon mein nahi ho bayaan

Ab jaisa bhi raasta
Tootega naa vaasta
Na rahega faasla darmiyaan…

Naino ne baandhi kaisi dor re
Naino ne baandhi kaisi dor re
Ho… munsif hi mera, mera chor re
(Munsif: Nyaay karne wala)

Dil pe chale na koi zor re
Haan… dil pe chale na koi zor re
O… khincha chala jaye teri ore re

Aa…

O aaja tera darsh dikha de maahi
Mujhe mera aks dikha de maahi
Tujhse judi hain sab kahaniyaan
O aaja tera darsh dikha de maahi
Mujhe mera aks dikha de maahi
Tujhse judi hain sab kahaniyaan