Shiraz Uppal
Ala Baali
Doori se nah ho kam dilon ka raabitah
Ahsaas men jo ho koyi rahta
Haail samandar bhi agar ho darmiyaan
Milta hai milne ka koyi rastah
Maa‘loom bhi nah ho kih hai ye kya
Be-dard sa ye dard hai kaisa

Ala baali
Ala baali
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi

Dil maange yaar noon ho ru-ba-ru
Apne dil-daar noon har su
Dil maange yaar noon ho ru-ba-ru
Apne dil-daar noon har su
Har haal khayaal hai tera
Lagta naheen dil mira

Meri raat ka tu hai sawera
Naheen din tere bin mera
Hai tu khush-bu main rang tera
Kaheen nah jaana
Maa‘loom bhi nah ho kih hai ye kya
Be-dard sa ye dard hai kaisa
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi

Naeen langhda waqt wichhoṛe da
Bin yaar guzaarah kaun kare
Ik din howe te langh jaawe bullhiya
Saari ‘umr guzaarah kaun kare
Ik din howe te langh jaawe bullhiya
Saari ‘umr guzaarah kaun kare

Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
Umraan da rog hai aisa
Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
Umraan da rog hai aisa
Koyi raah nikalti jaaye
Tere paas bulaaye

Koyi moṛ hamen bhi milaaye ye aas nah jaaye
Jeena tere bina kabhi nah
Yahi hai kahna
Maa‘loom bhi nah ho kih hai ye kya
Be-dard sa ye dard hai kaisa
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi

Ala baali
Ala baali
Ala baali
Ala baali
Ala baali
Ala baali anta habeebi