Palak Muchhal
Dekha Hazaro Dafaa
Dekha hazaron dafa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch aap mein baat aisi hai
Lekar ijazat ab aap se
Saansein ye aati jaati hain
Dhoondhe se milte nahi hain hum
Bas aap hi aap baaki hain
Pal bhar na doori sahein aap se
Betaabiyan yeh kuch aur hain
Hum door hoke bhi paas hain
Nazdeekiyan yeh kuch aur hain
Dekha hazaro dafaa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch pyar mein baat aisi hai
Aagosh mein hai jo aapki
Aisa sukoon aur paaye kahan
Aankhen humein ye raas aa gayi
Ab hum yahan se jaaye kahan
Dekha hazaron dafa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch pyar mein baat aisi hai
Phir beqarari kaisi hai
Kuch pyar mein baat aisi hai