Himonshu Parikh
Katputli Ke Dhaage
Mere raaste likhe hai zindagi ne
Tujhe chod ke chala mai bebasi se

Kathputli ke dhaage
Hum ko duur kahin le jaayenge
Sagar mein dikhte taaron
Jaise hum bhi mil jaayenge

Kathputli ke dhaage
Hum ko duur kahin le jaayenge
Sagar mein dikhte taaron
Jaise hum bhi mil jaayenge

Mai kyun, khoya khoya sa?
Ud raha hu par, yeh dil kyun doob raha?
Mai kyun, khoya khoya sa?
Ud raha hu par, yeh dil kyun doob raha?

Mai kyun, khoya khoya sa?
Ud raha hu par, yeh dil kyun doob raha?
Mai kyun, khoya khoya sa?
Ud raha hu par, yeh dil kyun doob raha?

Sunne, keh raha naseeb jo mujhi se

Chale, phir bhi teri dhun pe mann khudi se
Kathputli ke dhaage
Hum ko duur kahin le jaayenge
Sagar mein dikhte taaron
Jaise hum bhi mil jaayenge

Kathputli ke dhaage
Hum ko duur kahin le jaayenge
Sagar mein dikhte taaron
Jaise hum bhi mil jaayenge