Himonshu Parikh
Kho Gaye
Aa gira aasmaan dil gavah hai
Saath tu na sahi dil jawaan hai
Kaagaz ke panno pe mai likh doon tera naam
Lakiron me hi rehta hai anjaan

Main tera Tu meri
Dheere-dheere se kho gaye, dheere se kho gaye
Kaheen...Tu meri

Koshishon mein khushnaseebi na ho
Aahaton me jab kareebi na ho
Humne jo khoya dikhta nahi hai aankhon se
Haste main roya chhupkar teri baaton se

Kaagaz ke panno pe mai likh doon tera naam
Lakiron me hi rehta hai anjaan

Main tera Tu meri
Dheere-dheere se kho gaye, dheere se kho gaye
Kaheen...Tu meri
Dheere-dheere se kho gaye, dheere se kho gaye

Sochte the hum ki kabhi bhi na ruthein
Ki kabhi bhi na chhutein
Ki kabhi bhi na, kabhi bhi na
Sochte the hum ki kabhi bhi na ruthein
Ki kabhi bhi na chhutein
Ki kabhi bhi na, kabhi bhi na
Dheere-dheere se kho gaye, dheere-dheere se kho gaye hum