Genius Romanizations
Neha Kakkar - Jinke Liye (Romanized)
[Chorus]
Jinke Liye Hum Rote hai
Ho, Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
[Verse 1]
Hum Galiyon me bhatakte rehte hai
Vo samundar Kinare Hote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Pagal ho jaungi Ana kabhi na
Galiyon me unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na
Hum Jinda gaye the karib unke
Ab dekho mare hue laute hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
[Verse 2]
Hatho se khelte honge ya pairo se
Fursat kaha hai ab unko hai gairo se
Hatho se khelte honge ya pairo se
Fursat kaha hai ab unko hai gairo se
Unke mohabbat har jagah
Vo jo kehte the hum iklote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
[Speech]
Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aa kar lo sahab
Hamse kaha baat karte ho
[Verse 3]
Aaj us shaksh ka naa naam btayenge
Jaani tha jaani Mile jis kaayar ka
Galti thi choti mohobbat kari jo
Galti badi thi jo kar baithe shayar se
Aag ka dariya Jafa unki
Har din lagane hote hai
[Chorus]
Jinke Liye Hum Rote hai
Kisi or ki baaho me sote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Kisi or ki baaho me sote hai
Ho, Jinke Liye Hum Rote hai
Kisi or ki baaho me sote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Kisi or ki baaho me sote hai