Hanita Bhambri
Chehra
Dil mein dard hai
Par dil ki kaun sune!
Palkon par baitha bhi dein
Aankhein band karein to aansu bahein

Bas chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Rehta hai tera chehra

Zindagi par kya zor hai
Yeh saansein jab chahe thamein
Rokna mumkin nahin
Jo chhin gaya, wapis aayega nahin
Jitna sath mere, urna hi kam pade
Phir milne ki aas rahe

Bas chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Rehta hai tera chehra

Kho ke hi toh jeena seekha hai
Sapnon mein qaid ho gaye tum
Ro ke hi toh har din beeta hai
Phir kyun yeh dard na ho kam

Dil hi bedard hai
Iss dil ki kaun sune!
Palkon par baitha bhi dein
Aankhein band karein to aansu bahein

Bas chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Rehta hai tera chehra
Chehra aankhon ke aage
Chehra aankhon ke aage
Rehta hai tera chehra

Dil mein dard hai
Par dil ki kaun sune!
Dil mein dard hai
Par dil ki kaun sune!