Rahul hai naam, shuru kara tha jab 16 umar thi
Mila dosto ko thoda sa sath, baaki hassi udate the hunar ki
Share ni kare gaane unki marzi, apne pachtavo ki banali arthi
Piche mudke dekha tabse ni, jabse rato me meri subah badal gayi
Gaano me Nasha ye hota gazab
Tere bhai ka rehta ab taura alag
Inke favourite rapperon ka favourite main
To fir ye jayenge kyo na kalap
Aaya aage kese ek ladka
Jiska 100 rs se kam jeb kharacha
Aim uska hai bus great banna
Chadhna usse bus stage par tha
Itni mehnat kare bina kisi approach aaye Top delhi ke
Ha main hu lower caste par punchline king bankе betha hu main merit se
Aur jitnе nikle mujhse aage unke liye hamesha baja di taliyaa
Jo girne lage unhe hath diya, maine ne jo bhi kamaya vo baat diya
To fir kese puche ye maine vapas kya diya hai is culture ko
Nikale sabne jabki matlab to
Sharafat nadani antar bohot
To fir main ni betha rakhke hath pe hath
Kara hai kaam pe kaam, diya jawab pe dhyan
Bana main aaj nawab, pehle the aam sa naam
Bhadi hai jaan pehchaan, kardo aaj aelaan
Kyoki ye he meri debut album
Jitno ne kaam kara ispe thank you well done
Har gaana bana great jaise Alexander
Tum chahte the kuch naya, main hu answer
Kahe chodhde rap tujhmeDum nahi par kabhi ye ruke na pencil
Khud kari shuruat khud hi likhunga ending
Baatien kari aesi sabko lagi genuine, ghar bani mera ye instrumental
Jaane bade log bina label independent
In gaano me kare tumse bade vaade jinhe tod jaunga nahi
Collab ke liye ready jinhe lagta tha level pe unke aaunga nahi
Badi videos bana main paunga nahi, Khushi Jeet ki apni manaunga nahi
Rap se kabhi kamaunga nahi
Itna time ni ki samjhaunga bhi
Ye album nahi, ye work of art
Par khudse ispe humko naaz
Hum aage badhe he mann ko bhaap
Dukh hoga hume kal ko na, aaye yaha pe ghamand ko taap
Ye meri zindagi ka pehla chapter, padhlo aaj