Sachet-Parampara
Khwabfaroshi
Aeeeee…..Hmmmm…..
Aeeeee…..Hmmmm…..

Khwaab-faroshi
Jiyara daga re
Jis ke sang na lagaa re
Uska shaga yeh

Khaana-badoshi
Naina bann jaa re
Dhundhein tujjh mein thikaane
Jidd pe jiya re

Jiyaraaaa….bhatkaayeeeeein
Be-wajah tadpaayeaaaaain

Yeh! laddein
Tujjhi se be-wafa
Yeh! addein
Tujjhi pe har dafaa

Tu phalak hoon
Main zameen jayse
Yeh! pahalk
Yeh! ek kammi jayse
Dhhokebaazi waala karobaar yeh
Dhhokebaazi jeeta kyon
Yeh! payar hain

Khwaab-faroshi
Uljjhein Sitaare
Haathon ki lakeerein
Chhipa do keenarein

Khaana-badoshi
Raah na pata re
Jiska ho na shaka
Main Usske Hawaalein

Baatein thhi ankahin
Kahni thhi na kahin
Kya thhi main ghalat ya sahi

Tera-mera, kya vaastsa
2-raha hai ye raashta
Jabb bhi aayein tu saamane
Kyun bannne phir wahin daastaaaaa..,

Laggi tujjh-mein mujjh-mein
Hodddh hai koyi
Koyi Thhamein Chhod de koyi
Janey kyun hum aisey modd pe miley
Sirff dhundhein sikwein-gillein
Sinnajori waala iqraar hai
Ke na chori hai na ye ezhaar hain

[Intrumental Music]

Khwaab-faroshi
Aag lagaayein
Ruwaa-ruwaa Jayse
Dhuwaa-dhuwaa jaayein

Khaana-badoshi
Khoon Badhaayein
Kaatein-kattein chhubhatein
Raatein rooth jaatein

Jhoothi-Jhoothi Kashmein
Aaddhein-aaddhein vaade
Tutti-Futti rashmein
Be-tooki eraadein

Khwaab-faroshi
Aag lagaayein
Ruwaa-ruwaa Jayse
Dhuwaa-dhuwaa jaayein

Khaana-badoshi
Khoon Badhaayein
Kaatein-kattein chhubhatein
Raatein rooth jaatein
Khwaab-faroshi
Uljjhein Sitaare
Haathon ki lakeerein
Chhipa do keenarein

Khaana-badoshi
Raah na pata re
Jiska ho na shaka
Main Usske Hawaalein