Umair
COME THROUGH
[Intro: Abdullah Maharvi]
Menu samjha
Na tu menu azmaa
Jadon da mein banya rizla
Na fiqar na koi parwa

[Chorus: Abdullah Maharvi]
Soneya
Thaam haath hoon khada
Tere naal ay naseeb juda
Aaja na, Dil laaja na
Aaja na

[Verse: Talha Anjum]
Mein aya tha Lahore
Teri yaad aayi boht
Tu karti nahi call kyun, lately?
You’re always on your phone
Main aaya tha Lahore
Main kari tenu call
Tu chakdi nahi phone mera lately?
I’m always on my own
Kabhi kabhi sehi lekin humein yaad tou kar
Chidd ke hi sehi lekin kabhi baat tou kar
Mein nhi TY phir bhi mera glass tou bhar
I got everything I need nahi koi aasray par
Duniya se kia maangoon, mere paas hai sab
Stretch your hand out to me thoray faaslay par
Ghum dono leke bethe hain aa baant lein ab
Chhor parday rahein kyun bhala raaz mein hum
Hum sharaab ke nashay mein hain naraaz nahi hum
Tere saamnay hain lekin tere saath nahi hum
Soye mushkil’on se uthein baat baat pe hum
Light a spliff, hastay hain ziada khaastay hum
Ride out for you ho jo koi masla bhi
As I carry mujhe laga pada aslaa bhi
And I know how you just wanna let me go
And I let you go, aur mein girne lagun
The fall is real aur mera dil ruk jaye
Ek pal mein yaar ke sau rukh dikh jayen
Hum tou khoyen hain sheher mein
Ye sheher kiska hai?
Ek anjaan sa qaafla mere gird phirta hai
Sab ke ghum mere ghum, mera ghum kiska hai?
Husn ke bazaar mein tou ishq sasta hai
Meri manzil tak tum ho par kahan hai rasta
Koi ishaara aye ke hum kis simt jayen
[Bridge: Abdullah Maharvi]
Kya bataoon mein kahan
Han mein gum hun jaana mein hun laapata
Tu hi zameen meri, tu hi aasmaan
Tu hi hai saath mera, tu hi aasra
Kaash mere naal hondi tu
Dil mere naal laandi tu
Tere bin tanha phirda
Aja soniye tu aa

[Chorus: Abdullah Maharvi]
Soneya
Thaam haath hoon khada
Tere naal ay naseeb jura
Aaja na, Dil laaja na
Soneya
Thaam haath hoon khada
Tere naal ay naseeb jura
Aaja na, Dil laaja na
Aaja na