Welcome to MyBunny.TV - Your Gateway to Unlimited Entertainment!
Enjoy 6,000+ Premium HD Channels, thousands of movies & series, and experience lightning-fast instant activation.
Reliable, stable, and built for the ultimate streaming experience - no hassles, just entertainment!
MyBunny.TV – Cheaper Than Cable • Up to
35% Off Yearly Plans • All
NFL, ESPN, PPV Events Included 🐰
Join the fastest growing IPTV community today and discover why everyone is switching to MyBunny.TV!
Start Watching Now
[Chorus: Annural Khalid]
Paas aaye, jaaye kabhi duur
Jaane nahi kyun teri yaad aye
Saath ho ke bhi hain majboor
Din ye dhale na, kaise shaam aaye?
Ghafil hai tu, tanha hain hum
Kaisi umeedon pe zinda hain hum?
Lafzoun ka mere na koi wazan, koi wazan
[Verse 1: Annural Khalid]
I see all the lights
I see all the truth
I see through the games
Everytime I'm now with you
It's getting kind of old now
I'm moving on from you
On from you
Uljhe paray hain tere bina
Saazish hai, ya koi hai saza?
Jaane na li hai kisne jagah
Sun leta dil ki tu meri sada
[Chorus: Annural Khalid]
Paas aaye, jaaye kabhi duur
Jaane nahi kyun teri yaad aye
Saath ho ke bhi hain majboor
Din ye dhale na, kaise shaam aaye?
Ghafil hai tu, tanha hain hum
Kaisi umeedon pe zinda hain hum?
Lafzoun ka mere na koi wazan, koi wazan
[Verse 2: Shareh]
Jab bhi dekhte hain paas sе
Khoya jaise tujhko haath se
Tum jaise rakhnе lage raaz mujhse
Pichli mulaqaat mai thora naraz mujhse
Baatein choti choti hoti
Aur unhi ka na ehsaas
Mukhatib hote tujhse jaana karke ab lehaaz
Kiye thay woh waaday ke hum jayein ge sab paar
Lekin dhoondte ab kinnara, kaise huwe hain lachaar?
Jab bhi aati teri ab yaad, fikar na, dekhte chaand ko
Aati bhi tabhi hai mujhe yahan yaad, idhar yahan dhale jab shaam ho
Yunhi mein huwa heraan, ke kaise kuch waqt yahan badle insaan ko
Aksar me puchon sawaal, mita sakta dil se kaise tere naam ko?
Bina yoon tere kuch lage na theek
Tu saath bhi hoke, na mera naseeb
I'm feeling so distant, tu kis se qareeb?
Tou tujhe mubarak wo tere azeez
I'm past it!
Ab mujhe na pasand ke chherre yahan mera koi peace
Pairon ke neeche se nikle zameen
Mukhatib hain tujhse, tum girtay mazeed
Ab dekhte hi dekhte, hum khailte rahe khail ke
Pohoncha chuke hain khudko ab anjaam ko
Thori der se, sawer se
I'm beggin' for a fair play
Pehchanoge tum kaise ab Anjaan hun
Janaan ghaafil hai tu aur tanha hain hum
Ab likh ke in lafzon se, barhta hai gham
Sab pa ke bhi khoya, na bharta zakham
Siyaahi hai aansu tou chalta qalam
[Chorus: Annural Khalid]
Paas aaye, jaaye kabhi duur
Jaane nahi kyun teri yaad aye
Saath ho ke bhi hain majboor
Din ye dhale na, kaise shaam aaye?
Ghafil hai tu, tanha hain hum
Kaisi umeedon pe zinda hain hum?
Lafzoun ka mere na koi wazan, koi wazan