Karun (IND)
Sath Nahi
[Chorus: Mohit]
Dikha mere koi saath nahi
Haan hu mein ziddi thoda zyada aur main karta kabhi maaf nahi (Hmm)
Naa lagti naav bhai
Kyunki mai tairu wahi paani mein jo lagta mujhe saaf bhai
Haan
Mere koi saath nahi
Haan hu mein ziddi thoda zyada kabhi karu tujhe maaf nahi
Naa lagti naav bhai
Kyunki mai tairu wahi paani mein jo lagta mujhe saaf bhai

[Verse 1: Karun]
Dhunda na mila koi tere jesa pure Dilli ilaake mein
Dhundha na mila koi tere jaisa mere dil ke khilaafe mein
Sabar na mujhe yeh baatein teri mujhe samajh nahi aati hain
Gaane gaake mere kaano mein aake tu mujhe sataati hai
Baatein
Baatein
Baatein
Baatein
Baatein
Baatein
Baatеin banati hai
Dil ko khilona sa samajhke fir jo tu khel hi jaati hai
Sapna sa lagta hai teri baahon mеin yeh din bhi bitaana
Raato ko sona na aankho hi aankho mein taare dikhaati hai
[Bridge: Karun]
Parvato mein tujhko dhundta hun
Sarfiro sa khudmein gunjta hu
Qismaton mein meri kya likha hai
Mannato sa tujhko dhundta hu

[Chorus: Mohit]
Dikha mere koi saath nahi
Haan hu mein ziddi thoda zyada aur main karta kabhi maaf nahi (Hmm)
Naa lagti naav bhai
Kyunki mai tairu wahi paani mein jo lagta mujhe saaf bhai
Haan
Mere koi saath nahi
Haan hu mein ziddi thoda zyada kabhi karu tujhe maaf nahi
Naa lagti naav bhai
Kyunki mai tairu wahi paani mein jo lagta mujhe saaf bhai

[Verse 2: Mohit]
Zyada nahi bolu aaj mein
Suna darr mere saaz mein
Sadko ki awaz hai meri
Dukhi si baatein hai thodi
Ek [?] mein qismat hai khuli
Maara tha chakka mein kohli
Kyu roka chali gayi
Buri hai qismat hai meri