Karun (IND)
Anant
[Karun]

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Kis baat ka shaq hai
Jeevan
Anant hai

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Tujhe kis baat ka shaq hai
Jeevan
Anant hai

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Ye jeevan hai na
Anant hai

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Mere jeevan ke baare mein main
Kitna bhi bolu saala kam hai
Ye likh likh 32 gaane tere aage baithe
Itne bhi kam hai
Kya khaak main bolu
Jeevan ko na tolu
Raaton mein tatolu
Dil cheer ke kholu
Madhosh sa sochu mera kalam ameer hai
Bas itna main jaanu ki kya Kehat kabeer hai

[Lil Kabeer]

Noto ki gaddi jo haath me, us din mawali nawab mai
Dedh botal madhuri andar jab,nochunga sabke naqaab mai
Bhaang ka gola zaban pe, dhua sab bhole k naam pe
Naachegi chanda fir kothe pe, bistar pe chakhunga paan mai

Mohalla me baste shaitan hai,yaar harami pisach hai
Haije sa faili manhoosi to,behne bhi sabki badnaam hai
Sadak pe maut ka kua ek ,ladke bhi bane saddam ye
Lava bhi seene me mere,laga na du gharpе hi aag mai

Dharti k neeche hai kuch bhi nahi
Narak yhi,janam nahi,maran sahi
Hai haath me chaabi jiske
Wo raato mе karte ayyashi
Din me murder
Fir wo bante matri
Andher ye nagri raja chaupat
Karta jadoo kala wala
Inki sachai na laata saamne koi bhi tantri
Ho na jau pagal mai,dimaag me zeher ki boonde hai ubli
Uljhi duniya,bujhti mashale man ki,ummede kuch nahi
Iska ek hi hal hai,kanoon lu haath me,barood ko seene me baandh k
Sheher k beencho beench,button du daab mai
Boom

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Kis baat ka shaq hai
Jeevan
Anant hai

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Tujhe kis baat ka shaq hai
Jeevan
Anant hai

Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Ye jeevan hai na
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai
Jeevan
Anant hai