Karun (IND)
Khoobsurat
Ik choti si ye nanhi si
Mere dil ke bheetar janmi thi
Uss mann ko kaise main jhutla du
Iss soch mein kabse baithi thi

Ik choti si ye nanhi si
Mere dil ke bheetar janmi thi
Uss mann ko kaise main jhutla du
Iss soch mein kabse baithi thi

Samjhu na main usko
Par shayad wo
Pad paati hai mera mann
Yeah she shot me like a gun

Hosh mein rahu ab kaise
Bhul jau dhun wo kaise

Khoobsoorti bhi dekhi
Jannato mein tujhko dhundha
Maine aksar pucha rab se
Tujhsa kyu na koi dooja

Hosh mein rahu ab kaise
Bhul jau dhun wo kaise
Itefaaq si ye raat hai
Bepaak si kyu aaj hai
Meri bahon mein ye aanhein bhare
Pehli mulakaat hai
Ye jeevan itihaas hai
Paano ki kalam aas hai
Raste ye naram ghaas hai
Aankhon ke nami paas hai
Shabdo mеin batadu
Kya mera dil ka kabse haal hai
Kyun jeena bhi sawaal hai
Tu jo na merе sath hai
Hai chehre pe jo likha tere
Mann ka bhi wo bhi haal hai
Yuh muskurati kabse
Mujhse boli ki tu khaas hai

Khoobsoorti bhi dekhi
Jannato mein tujhko dhundha
Maine aksar pucha rab se
Tujhsa kyu na koi dooja

Khoobsoorti bhi dekhi
Jannato mein tujhko dhundha
Maine aksar pucha rab se
Tujhsa kyu na koi dooja