Karun (IND)
Qabool Hai
(Intro)
Ye jo ek baar man uth ta he
Kisi par ake na thame
Koi paas jo ane lagta he
Vo phir kehta he pyaar na hota hume
Ye bhi koi kehne ki baat he
Bataiye?

(Verse 1)
Keecha to tune mujhe
Me khichta chala sa gya
Jana meri kya khata
Mujhe apna pata na mila
Tere jane se kuch bhi sahi na he
Tere ane se sabkuch sahi
Tere jane se girti he boonde yu
Tere ane ka manzar haseen
Tere jane pe hota he haadsa
Tera ane ki sharte kayi
Tere jane pe girta he dil mera
Tere ane ki har pal kami

[Music]

(Chorus)
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai

(Verse 2)
Tere jane se kuch bhi sahi na he
Tere ane se sabkuch sahi
Tere jane se girti he boonde yu
Tere ane ka manzar haseen

[Music]

(Verse 3)
Sapne laga tha me bhi sochne
Vo bhi thi najane kiske khoj me
Apne farebi mujhse roz the
Janta fareb karke daudte
Tu na hoti he jo meri baahon me
Meri hatho me kuch bhi nhi
Tu na dikhti he jo meri ankhon se
Mere ankho me kuch he kami

(Chorus)
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai


(Outro)
Ha tera jaana bhi dil se qabool naa
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai

Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai