Karun (IND)
Karta Bayaan
[Chorus: Arpit Bala]
Aaj karta bayaan, haan, main karta bayaan
Tujhe khud se bhi zyada kyun maine chaha?
Aaj chahiye wahi aur tu bhi yahan
Main karta bayaan, haan, main karta bayaan

[Verse 1: Arpit Bala]
Likh ke bana di teri tasveerein (Tasveerein)
Bolun kaise, is pal ko lage yeh heere?
Dheere se phir chheenun is paal ko aa dheere
Na jaa na, bhale hi, par tu meri hi hai
Hai vo sab tu, sab tu jo hai dhua mein hai dikhta (Dikh-dikh-dikhta)
Rakhlu main tujhko main, mujh mein na rukna
Aaja rukna, ruk-ruk-rukna

[Chorus: Arpit Bala]
Karta bayaan, haan, karta bayaan
Tujhe khud se bhi zyada kyun maine chaha?
Aaj chahiye wahi aur tu bhi yahan
Karta bayaan, haan, main karta bayaan

[Verse 2: SangeetKir]
Karda bayaan main gal'lan aaj saari'yan
Tere pichhe kinni raat'an main guzari'yan
Kinni gal'lan yaad lad'di, o, saari raat
Saari-saari raat, aaye hun ohi yaad
Tere pichhe guzari'yan main kinni'yan raat'an
Karda bayaan main saari'yan ni gal'lan wanga
Saari-saari raat, aaye hun ohi yaad
Jab tu ladti rahio, ruki na, tu ruki na
[Verse 3: Karun]
Rukti na tu mere paas mein, tu mere saath mein
Tu mera haal jaane, kya khayaal hai?
Tu meri yaadon mein, yeh kya sawaal hai?
Tu mеri baaton mein, tu shamshano mein
Chalti hai jo tu meri aankhon mеin
Chalti hai jo thi mere kaano mein
Raaton ko peete teri yaadon mein
Hai tu mujhse zyada aaj khud ke paas
Iski talaash karle tu aaj
In khwaabon mein, chal kayenaat
In waadon mein bas yahi raat
Mere haalat, na ho mulakat
Mere haalat, na ho aaj raat
Mere haalat dene lage mujhko maat
Mere haalat, lage tumhe seedhi baat

[Bridge: Karun]
Seedhi baatein karne lage tum mujhse
Seedhi baatein (Seedhi baatein)
Seedhi baatein (Seedhi baatein)
Jaana tujh mein kami na hai
Mujh mein kami, mujh mein kami
Seedhi baatein

[Chorus: Arpit Bala]
Aaj karta bayaan, haan, karta bayaan
Tujhe khud se bhi zyada kyun maine chaha?
Aaj chahiye wahi aur tu bhi yahan
Main karta bayaan, haan, main karta bayaan
[Outro: Arpit Bala]
Oh-ho
Oh-ho
Oh-ho