King
Maan Meri Jaan
[Verse 1]
Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai
Tujhe khush main rakhunga soneya
Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai
Sari baatein main sununga soneya
Tere dil se na, kabhi khelunga
Saare raaz apne, mai tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya
Tere bager

[Chorus]
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan

[Verse 2]
Main saya banke saath tere rehna 24 ghantey
Main rеhna 24 ghantey
(Tere bina dil lagda nai)
Main aankhon sе churalu jana tere jo bhi ghum the
Haye Tere jo bhi ghum the
(Tere bina dil lagda nai)
Meri baahon me aake tu jana nahi
Esi rabb se main maangu duaa
Tere dil se na, kabhi khelunga
Sare raaz apne,mai tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya
Tere bager
[Chorus]
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Maan, meri jaan
Tu maan meri jaan