Epr Iyer
Q
[Chorus]
Kyu ishaaron hi issharon mein
Aakhen kar gayi jo baatein, haan
Izhaar labzon mein kyu kar saku na mai
Yu kyu tarasti saasein meri
Kyu tadapti paane tujhko
Naa jaane mujhkow ye kya hua hai

[Verse 1]
Shamshan e antariksh ki kalpana kalam-piya (columbia) ki Yggdrassil (ink-drassil)
Ginnungagap shunya se amulya geet,muntazir
Main murda dil mijaaz aetaraaz ke tarazuon men
Khair aj bhi main hoon khada, jo daage teri tope square Tiananmen
Bemauke mauton ko saude ginu main deliberately - guillotine
Jhaanka main dil ke jhakore se, yaadon ke putlon se
Boo aati kerosene ki, bittersweet ek symphony in C
Thirakti hui ansuni hathkadiyon ki raseeden, I’m seeking
IBM 5100, I’m tired (titor) of doing time leaps
Darwaazen kholu Stein’s kе (gate)
To try and keep my promises to you
Saraighat tu toh Borphukan mera fitoor
Mrityudand bhi manzoor, cataclysms I consumеd
Aashabhang aur mai cocooned
Akhenband umang dhoond
Kashinkoji purpose newer
Dil-tijoryon ki murals kudos
The art of war and love alike, Fromm Sun Tzu par
[Chorus]
Kyu ishaaron hi issharon mein
Aakhen kar gayi jo baatein, haan
Izhaar labzon mein kyu kar saku na mai
Yu kyu tarasti saasein meri
Kyu tadapti paane tujhko
Naa jaane mujhkow ye kya hua hai

[Verse 2]
I’m the ghost of Tsushima, Tasleema nasreen labz
Folkore-e-pashmina dhaagon mein literature ka dard
The picturesque occult, khile jo kecchad mein kamal
KC Das Kapital ko Eden of (the) east Seetaphal
You free my quill, sattar millimetre film
Tu tamanna sarfaroshi ki; my poem of Bismil, mustakbil
Pusakton mein hu tujhe talashta
Cus I’m that wordsmith whose words ’re worth your daffodils? Still!
Mehfile-rock-me amadeus
Mask on Mask off, tu meri Cameron Diaz
Taaron ko dekhu raahon mein tere, mai raahgeer, utsaah benazir
The kind of girl she is, appears a mix of Lauryn hill (&) Missandei
Ghataon men chamakti moti ki tarah tu meri Himalaya
Fizaaon men road to Shillong - Guwahati
En route Meghalaya
I’m on her crosshairs when she cosplays
[Chorus]
Kyu ishaaron hi issharon mein
Aakhen kar gayi jo baatein, haan
Izhaar labzon mein kyu kar saku na mai
Yu kyu tarasti saasein meri
Kyu tadapti paane tujhko
Naa jaane mujhkow ye kya hua hai