Talha Anjum And Talhah Yunus
Purpose Rap
[Verse 1: Talha Anjum]
Wujood-e- Zan se tasweer-e- Kainaat me rang
Wo na he kamzoor na he wo kissi se kam
Uske Iraade aise jese Chattaan HU
Na Wo girrey na wo jhukkay tum bhi ye jaan LO
Khuda ne taaQAT k sath aqal de insan KO
Usay kamzoor MAT samjho,Aqal Se kaam LO
Woh purri Duniya se KARRE datt k muqabla
Wo samne se khari KARRE mushkilo ka saamna
Umeed Zinda he abhi Meri jeet KI
Yahan tak leke anay wali bhi umeed THE
Purpose leke chalay jazba rakhien dil K ANDAR
Ghulam nahi, Hum is waqt K SIKANDAR
Asal social issues pe nahi karta baat koi
Par hum rakh k bethien k
Ge hath pe hath nahi
Maslay sab sunate hal koi nh btata
Ke nujawaan he quam ka asal asaasa
Hum he aaj he, Hum he kal bhi
Hum se ye jahaan, Is jahaa se hum nahi
Hum agey barhe ge agey jahaan aur bhi hain
Haar nahi maani abhi imtehaan aur bhi hein
Hum he aaj he, Hum he kal bhi
Hum se ye jahaan, Is jahaa se hum nahi
FALAK SHAGAAF YE JUNOON
THROUGH THE SKIES AND THE STARS AND THE MOON
[Verse 2: Talhah Yunus]
PAANI 1 ZARUURAT JO AB 1 NEEMAT BAN K reh gya
KITNA KAM AYA ? KITNA ZAAYA HWA ? Beh gya
INSAAN JESA BOOYE GA WESA HE khaega
JO BACHAAYA WO ZARURAT PE KAAM ayega
ZINDAGI AAP SE. JAANE
NA DO raeega
SIRF APNA FAIDA SOUCHA TU KIA faida
BACHE PARHE GE TW MULK AGGE barhe ga
HAAL KESE BEHTAR?
JAB MUSTAQBIL HE YAHA darre ga
FACTS TW FACTS HE BRUHH YE SIRF 1 RAP NAHI
STATS CHECK KARLU JAA K NUMBERS DON'T LIE BHAII
KISAAN BHAI IS ECONOMY
BACKBONE
AGRICULTURE SE JUDDI MULK K ADHI LABOUR FORCE
IS MITTI SE ZINDAGI HE YE SIRF khaak nahi
YE LAMHA E FIKRIA HE KOI mazaaq nahi
ALWAYS BELIEVE IN JO BOOYE GA WO kaatega
APNE LOGU SE SOODA NAHI KARTE ghaate ka
APNE LOGU K LIE GAATE NAHI TW gaate kia?
APNE LOGU ME OPPORTUNITIES NAHI bante kia??
YE PURPOSE RAP HE MAQSAD BUHAT BADE
NA AGGE NA PEECHE APNE LOGU K SAATH KHARE
JIS K MEHNAT SE KHILLE BAAGH HUTTE saweeera
US K GHAR PE HU CHIRAAGHA NA K HU andhera
APNE LIE TU SAB HE JEETE HE IS JAHAAN ME
KOI KOI HUTTA JO ORRO KI ZIMMEDAARI LETTA
[Outro]
HUM HE AAJ HE
HUM HE KAL BHI
HUM SE YE JAHAAN
IS JAHAAN SE HUM NAHI
HUM AGGE BARHE GE AGGE JAHAAN OR BHI HE
HAAR NAHI MAANI ABHI IMTEHAAN OR BHI HE
HUM HE AAJ HE
HUM HE KAL BHI
HUM SE YE JAHAAN
IS JAHAAN SE HUM NAHI
FALAK SHAGAAF YE JUNOON
THROUGH THE STARS TO THE SKIES TO THE MOON