Talha Anjum And Talhah Yunus
Woh Banda Nai
[Chorus: Talha Anjum]
Nai nai nai nai mein woh Banda nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai mein woh Banda nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
[Post-Chorus: Talha Anjum]
Ain't I social, u can't reach me on my phone
King of my city,I just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nai milne waala rap se
Who made the boy go and get it on his own yeah
[Verse 1: Talha Anjum]
Flow so sick,need a sick leave
Never let the fight pick me
Bohot hard bohot deep ,yh Karachi baat-cheet
Tu Karachi aa sahi,Tu Karachi ka nai
Tere jaise bohoto ko toh Karachi khaa gyi
Tu Karachi ko twitter pr aakar baaji na dei
Tu koi Hazi Mastan ya phir DK Rao nai
Mera record dekh,I'm not to fuck around with
Joote ragad ke,khada idhar mein
Chado nai sar pe
Bolbacchan ban gye,gaane pe gaana, recording par jaana
Maa intezaar kare ghr pe
Gawaah ye galiyaan,naake aur sadke
Mardo ke matter main bolte nhi ladke
Marde mujahid yeh Kafan hai sar pe
Mein Diss kaise krta unhe?
Woh mujhe sun kar hi diss karna seekhe hai
Mein kaise dikhaun ab neecha
Unhe jo pehle se hi mere neeche h
Lekin abhi bhi jo kare mujhe doubt ki mein
Agle gaane main shayaad hard nhi aaunga
Aaunga mein aaunga,maut jaise aaunga
Class main bithaunga ,sabak sikhaunga
Jo seekhe maine zindagi se ab tak
Dil se bade khwaab
Khawaabon se bade faisle
Meri jaat se bada mera maqshad
Likhe shirf asliyat usi ka toh,Faiz ke Ghalib hue sarhad ke us taraf tak
Bak bak lgi rhti har waqt
Yahan wahan Chik chik, gossip, disses,charge,misses
Unity nai ladke bante h bitches
[Chorus: Talha Anjum]
Nai nai nai nai mein woh Banda nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai mein woh Banda nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
[Post-Chorus: Talha Anjum]
Ain't I social u can't reach me on my phone
King of my city,I just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nai milne waala rap se
Who made the boy go and get it on his own yeah
[Verse 2: Talhah Yunus]
Yeh Zindagi jua hai,maine jala diye patte woh taash ke
Mard -E-Mujahid yeh sadke gawaah h,beshak meri kala ko baant de
Bars yh chammat,se peir inke kaampte
In aankhon main jhaankh bey,lafzo main jaan dekh
Khaali maidaan the,jabse mein aaya hun ban ke tufaan
Chal kalam kamaan dekh
Karachi mere khoon main,apne hue halaak the
Hum raabte main raat se,gum main bhi ham saath the
Sher se mere bhaag the,hum nahi ameer baap ke
Todunga tere daant,nahi dare hawalaat se
Par jaise pehle shaayad yaha ke maloom mujhe raaste
Yeh gaana jalnewaalo ke chaddhe hue dimaag pe
Lingo hamari chaapte,padenge tujhe reppte
Rhyme scheme yeh hard
Dekh science nahi mizaaj,dekh nhi hote kaabu
Mein tera zameer hu
Kabhi Iqbal mein,kabhi mein meer hu
Kabhi mein Ghalib aur kabhi mein street hun
Aaina krle muaaina,mein jaise woh tasveer hu
Kabhi mein murshid,kabhi mein peer hu
Kabhi mein Aalim ,dil ka ameer hu
Baaton main ilm,urdu ka raqeem hu
Khoon-E-Jigar,Hip Hop hi mera ghar
Tu hai Kidhar?
Kyu phire dar ba dar
Maare u turn uski topi uske sar
Mere gaane sunne baad main,Tu pehle jaa ke padh ,taaki aaye kuch samjh
Tu bhi zamaane se lada,aage badh ,mat akad
Tu bhasad main nah pad
Underground lekar aaya mainstream,Jokhay on the beat
Nange pair shuru kiya yeh safar
[Chorus: Talha Anjum]
Nai nai nai nai mein woh Banda nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai mein woh Banda nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
[Post-Chorus: Talha Anjum]
Ain't I social u can't reach me on my phone
King of my city,I just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nai milne waala rap se
Who made the boy go and get it on his own yeah