Jokhay
Welcome To Good Days
[Verse 1]
Welcome to the good days
Ab hum bolenge aur tu chup reh
Urdu rap mera ghar tum bas sunte
Bhaari ajayen tujhpe, bharosa khudpe
Koi warm up nahi, I'm just getting started
Nahi kari tactics haath pakar maalik
Door rakh unse joh nahi hain mere qaabil
Bilmuqabil niklun dhoondne mein khali ajaon wapis
Fuck the fake ones milay thay joh saaray
Unki halak may na ajaye phirse shakal nahi dikhare
Isi sheher may mein palla, isi sheher may kamare
Isi sheher say hai khaya, isi sheher ko khilare
Ziada soch nahi itna tu Kanye
Info teri pohanch jati sunlete kaan ye
Bharwat kay time pay kyu banjate anjaan yе
Pointless hain baatein jitna kheechle kamaan yеh
Hum bad examples thay family may
Rap bana zariya tou milay nahi phir naukri pay
Baap ka paisa nahi, kyun spend karu softly yeh
Flow hai darya show pay machi dhama chokdi yeh
Ab jeetnay mein challa jese fergie time
Meri zindagi tou meri marzi chale bhae
Opinionated tu, mein factually chalun bhae
Pair chhule, mere hands full hain upar money mind
[Chorus]
Tou ek jaga tu
Ek jaga mein
Khoob phekleta tu
Tou lapait leta mein
Mauqa ek bhi na dun
Tu bas sochta rahe
That's the difference brother
Ek jaga tu
Ek jaga mein

[Verse 2]
Naam le chotay mera naam le
Itne euros bane european maamle
Tere yaar mere yaaron ko jaante
Bina call kare tujhay ghar bethe samjhaden
Meri video bhi mood pay hai mere
Jis din shoot usi raat team kare edit
Woh moot den dekhte hi, mari larkon nay jaan
Meri qalla ki hai baat tou mein khulla rakhu budget
Knock knock, aye noise complaint
Studio session, baday joint jaltay
Chain say beth chotay kaam chalra hai
Teri gaand may joh keeda usey do dum de
Ayy! when I'm on the mic, man it feels like home
Ghanton mein khada rahun lafzon ka shor
Pukarte hain naam mera loug hain yeh kon?
Mujhay fursat nahi, dedi fame ko divorce
[Chorus]
Tou ek jaga tu
Ek jaga mein
Khoob phekleta tu
Tou lapait leta mein
Mauqa ek bhi na dun
Tu bas sochta rahe
That's the difference brother
Ek jaga tu
Ek jaga mein