Jokhay
Karachi Mera
[Verse 1]
Karachi he meri pedaish thi
Karachi he meri rehaish thi
Preedy Police Lines se Numaish Chowk
Karachi bhi aik aazmaish thi
Partay thay fire har taraf, bhai loug ki apni rivayat thi
Baat kartay thay wo baad mein, unko London se hidayat thi
Mein jaata tha London, Peeta hu vilayeti, saath himayeti
Facts chotay facts mein nai kar raha koi gayeki
Ye akar tujhmein kayeki?
Mein saulah ki umar mein de chuka daday ko gussal shit was real mere liye us din se jigar, tu kidher hai?
Mein seedha furor se pepsi bhai kidher hai tu?
Kya hum jidher hain udher hai tu
Agar udher nahi Tu udher he reh jidher hai tu, samjha na!
Saal-o-saal se jo saath unko shoutout
Tum nahi tou mein nahi aur mein nahi tou no doubt
Ye game hota kaafi basic, baray bol se tauba but let’s face it
Inho ne nai banaye gaanay Zainab pe
Inho nai uthaye million organic
Mein leniency de raha is tape pe
Kehne ko bohot kuch hai lekin chor rehn de
Gaib ke khel hain ye samajh tujhay ayein na
Mein bhi tou hu na is muashray ka aieena
Mulahiza farmayein meri Kalakari
I cut you morhefuckers, haath mein mere kulhaari
Lakarharay ki tarah mujhay milli aik pari
Mein ne maanga nai kuch khuahishein hain murda meri
Nasha mera khoon mein tha
Mere bag mein thi cigarette aur mein school mein tha
Baap se kutt pari, par mein sudhra nai
Laakh kaand kiye maa kehti mein bura nai
Mein ne bura dekha, bura suna, bura likha
Jo tujhay bura laga wo sab mein ne jee ke dekha
Har karwa ghoont mein ne pehle neat pee ke dekha
See ke dikha phatta jo hai
Tou leke dikha tera hai tou, tou leke dikha, bhai tera hai to leke dikha?
Mujhay charhanay walay mere gawah, rahein gawah
Mere dard ki nai dawa, maula madad kar
Tera aasra tou kisi se na lagay dar
[Chorus]
Karachi Mera
Karachi Mera
Meri hustle rukay nai nai nai
Saal-o-saal mein yahin, yahin, yahin
Karachi Mera
Karachi Mera
Meri hustle rukay nai, nai, nai
Saal-o-saal mein yahin, yahin, yahin

[Verse 2]
Pathar utha neeechay rapper aisa daur hai
Khaali bartan saalay bilawaja shor hai
Zor hai, qaim laalay aaj bhi
Dunya bari bhanchod, always tryna dodge me
Zindagi saza hui
Unhoni ho gayi jo honi thi wo na hui
Zindagi saza hui
Kis jurm ki ye bata? GOD I need a miracle, I believe in maujazaat
Maqafaat e amal, that shit is real son
I’m running laps on this beat like I’m hamilton
Envious, rappers ho rahay envious
Choro bhai I won't even state the obvious
Real Hip-Hop is dead, I’m just a ghost bro
I’m friendly though, tou hum ban saktay hain dost bro
Appropriate, gaanay nai appropriate
I pull up like Talibans, tum bhaago like Soviets
Knowledge is power, I’m politically knowledgeable
When I take shots I leave rappers inhospitable
It’s hard to deal with all that shit I have I been through
Give me some space, let a real rapper come through
Shout-out to the fans jo hain saath pehle din se
Loyalty is everything hum saal nai gintay
Agar mein na bacha tou keh dena mein larra tha
Na kehna bewafa mein wafa mein he mara tha
Mein zara sa bhi reh nai sakta off guard
This is Karachi man you never know when shit pops
[Refrain]
Agar mein bacha tou mein shayad jeeta rahuga
Agar mein na bacha tou saddaa zinda rahuga
Aur agar mein na bacha tou main-

[Spoken]
Bhatti sahab, bhatti sahab! Ye kya hogya?
Koi nai, koi nai, martay rehtay hain, koi masla nai, koi bari baat nai hai

[Verse 3]
Agar mein na bacha tou keh dena mein larra tha mein darra nai
Agar mein margaya tou Gawah Rehna Main wafa mein maara gaya, nahi mein bewafa nai
Main khuda nahi, mein tujhse judaa nai
Koi farak nai tere mein aur mere mein
Hum dono he udaas, koi humein kabhi samjha nai
Tu bhi meri tarah tha shuru se bura nai
Good kid, kahan gayi wo farmabardaari?
Jaibo se niklay munshiyaat PoPo le talaashi
But I would never flip on my brothers, fuck Tekashi
And I don’t pay for sex, mere bill pe nahi fahaashi
Rooh posh, ye raaz mujh mein rooh posh
I want to be best, Kohli in that blue shirt
Truth told, grip tight, strong hold.. Karachi Mera!
Dil se ye baat bolu lala mehnat ka hisaab koi nai
Kisi se seekha nai hip hop mein mera baap koi nai
Jidher hai naam mera udher tera naam koi nai
Tu berozgaar phiray milay tujhay kaam koi nai
Competition koi nai jaise ye game zaati mera
Put it on my grave, bold mein, Karachi Mera!
Aisa lage mujhay jaise game zaati mera
Meri qabar pe bhi likh dena Karachi mera