Main aapko ek baat bata du
Koi kisi ka dost nahi hota
Kho gaye jazbaat kahin ab
Yeh din barbaad nahi
Andheri raat mein chalta
Hai koi saath nahi
Kho gaye jazbaat kahin ab
Tujh par vishwaas nahi
Ajnabee saath jo kal tha
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Phisalta samay phirbhi yahin ka yahin
Maano yakeen hain hum idhar ka nahi
Chaand jab dikhta taare chamakte nahi
Pahuchna jahan tujhko milunga wahin
Milunga wahin
Kho gaye jazbaat kahin ab
Yeh din barbaad nahi
Andheri raat mein chalta
Hai koi saath nahi
Kho gaye jazbaat kahin ab
Tujh par vishwaas nahi
Ajnabee saath jo kal tha
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Baby main tumse hoon kehta
Main apne mann mein hoon rehta
Baby main tumse hoon kehta
Main apne mann mein hoon rehta
Inn duniya waalon ka hai kya?
Humko toh kuch nahi jamta
Apni duniya ka main raja
Aur meri chaaron raaniyan
Heere ke paani se nahayein hum
Lenge sone mein gultiyaan
Baby maana tu hai replica
Mona Lisa ki, mujhse na aithan kha
Milne aunga jab mera mann hoga
Taara nikla
Main toh pehle band hi tha
Thodi bhakti ki, raste mein chakh liya sheher
Mila hasti sе, bola ki masti karogi?
Haan ji, vo raazi toh chaalu ki gaadi bana main Gaddaafi
Uda daali bina maine time bomb ke
Signal pе beat todi, breaker pe vo koodi
Boli kya tum meri jaan loge?
Haan baby bistar pe
Baalon mein gajra daba ke
Aur aankhon mein kajra laga ke
Honton ki honton se yaari, main daadhi chubha ke
Kartab zubaan ke dikha ke
Jabtak na bole tu yeah, yeah, yeah, ay
Kho gaye jazbaat kahin ab
Yeh din barbaad nahi
Andheri raat mein chalta
Hai koi saath nahi
Kho gaye jazbaat kahin ab
Tujh par vishwaas nahi
Ajnabee saath jo kal tha
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Mitron ko doon jaane, jaane, jaane
Mujhko bhaate na yeh taane, taane, taane oh
Baatein toh bahaane, aane, aane
Aane chaiye thode gaane, gaane, gaane oh
Mitron ko doon jaane, jaane, jaane
Mujhko bhaate na yeh taane, taane, taane oh
Baatein toh bahaane, aane, aane
Aane chaiye thode gaane, gaane, gaane oh
Samajhta saral, duniya samajhne na de
Karishma khayalon ka sulajhne na de
Kayamat ki talaash mein nikal hum pade
Kisse tu sunta kiske? Tu kisse dare?
Paani, paisa jaadu aisa
Maanush ka sa chakma hai
Sochu kaisa, soche aisa
Bachha bhoola bhatka hai
Aa hai, ab kya karein?
Ab kya karein?
Hain?
Ab kya karein?
Kho gaye jazbaat kahin ab
Yeh din barbaad nahi
Andheri raat mein chalta
Hai koi saath nahi
Kho gaye jazbaat kahin ab
Tujh par vishwaas nahi
Ajnabee saath jo kal tha
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi
Dikkat ki baat nahi