Yashraj
Azaad Hu Mein (Title Track)
(Intro)

Dhoondne pe milegaa Bhagwan bola maa ne
Par dhoondne pe toh mile na insaan ye zamane mein
Umeed ke Mandir
Ghutnon pe hai buzdil
Haath jode saamne karte kyu Mera buzzkill
Unke Manzil mein 'Mann' nahi
Dhande mein 'Dhan' nahi
Kala mein 'Kal' nahi
Toh Bala ye tal gayi
Ye raasta bhi saaf
Karza bhi maaf aur ab
Darje mein 'aap'
Kaisa ye shraap
Mein hu kon ?
Mein kyu maun ?
Ye loop on
Mein hu zone mein
Ozone se baatein karta hu filter
Gaane sune yaar dost mere saare milkar
Mein kill karta bеat aur silkar ye jeeb
Mein toh milkar ajeeb,mein kyu bhula tеhzeeb
Meri footi naseeb ki ab jhooti ye bheed
Mujhe bolegi ab
ALAG
GAZAB
NAZAM
BAS AB
MAZHAB
PE BAS
Saare kare mujhe hazam
(Hook)

Azad hu mein
Tum sab ki baaton se
Azad hu mein
Meri khudki yaadon se

Azad hu mein
Tum sab ki baaton se
Azad hu mein
Meri khudki yaadon se

(Verse)

Samaaj ka Darr
Samaaj Kabar
Samaaj Sabar
Sikhata mujhe sabh Aaj khabar
Mein toh jaaga hu aaj
Kaanpte ye haath toh mein sochu ki kaise ho Khudka ilaaj
Ye kaisa riwaaz?
Ki jhukke milega ye izzat ka taaj
Mein kiske mohtaaj
Mein toh jagaa hu aaj
Mein toh jaaga hu aaj
Meri baat mein jo kaarigari
Baadmein jo bhaari padi
Khaad mein jo khadi padi
Dhad se azadi badi
Khaakh Zimmedari badi
Aankh meri saari bhari
Jis din kahani meri
Haath se voh saari bani
Bina kisi darr ke
Khada akela na kisko khabar ye
Na kisko khabar ye
Kaisi kabar ye ?
Jispe naam pehchan nahi bas samaaj ka zikr hai
Samaaj ka zikr hai
(Hook)


Azad hu mein
Tum sab ki baaton se
Azad hu mein
Meri khudki yaadon se

Azad hu mein
Tum sab ki baaton se
Azad hu mein
Meri khudki yaadon se


(Outro)

Dafli ka bandar mein
Gira samandar mein
Mujhe toh tairna nahi aata
Ab seedha andar mein
HUNGER GAMES
MAUT
KHAUF
Darta roz
Thok salaam
Sarfarosh
Aag du mein
Kiska dosh
Khud jalu toh
Sabki Mauj