[Pre-Verse: Mishael Arif]
Dil ki
Kese sunaon
Kis ko bataon
Kion kho mein jaoon
[Verse 1: Hassan Sheikh]
Dorta ja raha zamana
Chand lamhay hain phir hai jana
Kion na phir ham jeeyein
Bekhof zindagi
Kion na phir vo karein
Chaha tha dil se jo kabhi [Hassan Sheikh & Mishael Arif]
[Pre-Chorus: Vocalisation, Instrumental]
[Chorus]
Dil hai ke kho jaoon in vadiyon mein dunya bhulake
Tham jaye lamha ye ho jaoon phir lapata mein
[Break]
[Pre-Verse: Mishael Arif]
Dil ki
Kese sunaoon
Kis ko bataoon
Kion kho mein jaoon
[Verse 2: Hassan Sheikh]
Kheenchti ja rahi hai mujh ko
Aik khamoshion ki dastak
Kis dar ko ja rahi
Hai meri zaindagi
Dil ko pata nahi
Kia hai ye bekhudi meri [Hassan Sheikh & Mishael Arif]
[Pre-Chorus: Vocalisation, Instrumental]
[Chorus]
Dil hai ke kho jaoon in vadiyon mein dunya bhulake
Tham jaye lamha ye ho jaoon phir lapata mein
Dil ki
Kese sunaoon
Kis ko bataoon
Kion kho mein jaoon
[Bridge: Instrumental, Vocalisation]
[Chorus]
Dil hai ke kho jaoon in vadiyon mein dunya bhulake
(Dunya bhulake)
Tham jaye lamha ye ho jaoon phir lapata mein
(Phir lapata mein)
Dil ki
Kesе sunaoon
(Kese sunaoon)
Kis ko bataoon
(Kis ko bataoon)
Kion kho mein jaoon
(Kion kho mеin jaoon)
[Outro: Instrumental]