[Intro]
(Ah-haan-haan-aa-aan haan-aan-haan)
(Ah-haan-haan-aa-aan haan-aan-haan)
(Aye)
(It's RJ)
(The boy you betrayed)
[Verse: 1]
Hai ruki...
Mere dil mein hai ruki
Teri berukhi...
Teri jo thi berukhi
Tere saath, mera saath
Nahi hua bardasht
Na bharosa, na vishwas
To fir sun le meri baat
[Hook]
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Khuda naa hua mera, to fir tu to hogi kya
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Zamane se begana, nahi kuch bhi hai naya
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Khuda naa hua mera, to fir tu to hogi kya
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Zamane se begana, nahi kuch bhi hai naya
[Verse: 2]
Berukhi ye teri, meri jaan le legi
Hisaab de, kitni zindagi'yon se khelegi?
(Haan-aa-aa-ahan-haan)
(Drop)
Bеrukhi ye teri, meri jaan lе legi
Hisaab de, kitni zindagi'yon se khelegi?
Bacha nahi hai paas mere, kuch bhi dene ko
Zindagi hai bachi bas, kya tujhe vo chalegi?
Meri baahein, dhudhe raahein
Aaye aahein, tu na aaye
Haaye kaise ab samjhayein?
Jo hai gum, kaise dikhayein?
Ye hawayein bhi farmaein
Naa hai khushboo, naa wafayein
Naa chupaye, naa ghabraaye
Ab zubaan bas ye dohraaye
[Hook]
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Khuda naa hua mera, to fir tu to hogi kya
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Zamane se begana, nahi kuch bhi hai naya
(Aye aye!)
[Rap]
Ye nok-jhok, is not a joke
Jab roz-roz ho jaaye
Dil thos hai boht, jab paas hain log
Eye karke close so jaaye
Hai pyaar ki khoj, door milo'n kos
But when ho goes, kho jaaye
Nahi iska dosh, jab hai nahi dost
Use rok de road, jo jaaye
Ab ye tu jaan le, mayl chhaan le
Pyaar-vyaar mein, dete jaan ye
Dete praan ye, fir misaal ye
Le le gyaan ye, dega khan ye
Nahi hoon kanye, fir pehchaniye
Alag se gaane hain, same kahaani hai
Pyaar kahaan ji, nafrat kamaani hai
Wafa ke saathi, ab nahi hain saaniye
Tere jhooth zyada the, ya jhoothi kasmein zyada thi'n?
Mujhe saccha lagta tha, jab karti jhootha vaada thi
Mujhe accha lagta tha, mere dard ko karti aadha thi
Mai tujhe baccha lagta tha, tu mujhko samajhti pyaada thi
Khair lamhe hi to hain, beet jayenge
Duniya vaale fir, jeet jayenge
Ishq vaale na, geet gaayenge
Ishq vaale ab seekh jayenge
Pachatana umr-bhar, maut bhi nahi
Nark dekha, ab khauf bhi nahi
Maula mera lage, rauf bhi nahi
Waqt-e-ashr, par roshni nahi
[Hook]
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Khuda naa hua mera, to fir tu to hogi kya
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Zamane se begana, nahi kuch bhi hai naya (Ho-oo-oo-oh)
[Outro]
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Khuda naa hua mera, to fir tu to hogi kya
Jaati hai to ja, naa mujhe teri parwah
Zamane se begana, nahi kuch bhi hai naya
(Haan-aa-aa-haan)
(Aa-haan-aa-aa-haan)