Hasan Raheem
Manshiyaat
Bas, aajate hein saamne kyun mere
Bach, bachte bachate ham bach gaye
Hans, hanste hansaate ham savere

Manshiyaat ki, bazaar mein, lipat-te gaye
Marziyaat ki, kalakaar mein, thukarte gaye
Sharaartein hein bas, kabhi kabhaar mein, baar baar mein
Manshiyaat ki bazaar mein

Parh, pare rehte hein raat din bas ab to ghar
Sutte muthein maar ke mein tere dar
Lagta he kuch naya na hoga phir
Bazaar mein, kabhi kabhaar mein, baar baar mein
Baar baar mein, baar baar mein
Lagta he kuch naya na hoga phir, manshiyaat ki bazaar mein
Manshiyaat ki, bazaar mein, lipat-te gaye
Marziyaat ki, kalakaar mein, thukarte gaye

Marzi aap ki ya meri, cheete bikte jaise dairy
Karte saare cherry carry
Peete chars shars solitary
Laundon ki aankhein hein laal
Karna chaahte ye dhamaal
Chaahe hon ye missionary
Cherry chahiye legendary
Mein to aaun ga
Mein yoonhi aaun ga
Sab ko pilaun ga
Nashe karaun ga
Sab ko pilaun ga
Aur phir nachaun ga
Mein sab ko inn manshiyaat pe
Lagta he kuch naya na hoga phir
Manshiyaat ki bazaar mein, lipat-te gaye
Marziyaat ki, kalakaar mein, thukarte gaye
Sharaartein hein bas, kabhi kabhaar mein, baar baar mein
Manshiyaat ki, bazaar mein