Namita Choudhary
Om Jai Jagdish Hare
Om Jai Jagdish hare
Swami Jai Jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om Jai Jagdish hare
Jo dhyaave phal paave
Dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave
Sukh sampati ghar aave
Kasht mite tan ka
Om Jai Jagdish hare
Maat pitaah tum mere
Sharan padoon main kiski
Swami sharan padoon main kiski
Tum bin aur na duja
Tum bin aur na duja
Aas karoon main kiski
Om Jai Jagdish hare
Tum puran parmaatama
Tum antariyaami
Swami tum antariyaami
Par brahm parmeshvar
Par brahm parmeshvar
Tum sabke swami
Om Jai Jagdish hare
Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Main moorakh khalkaami
Main moorakh khalkaami
Main sevak tum swami
Kripa karo bharta
Om Jai Jagdish hare
Tum ho ek agochar
Sabake praanpati
Swami sabake praanpati
Kis vidhi middl gosai
Kis vidhi middl gosai
Tumko main kumati
Om Jai Jagdish hare
Deen bandhu dukh harta
Thakur tum mere
Swami thakur tum mere
Apana haath badhaao
Apana haath badhaao
Dwaar padaa tere
Om Jai Jagdish hare
Vishay vikaar mitaao
Paap haro deva
Swami paap haro deva
Shraddha bhakti badhaao
Shraddha bhakti badhaao
Santan ki seva
Om Jai Jagdish hare
Jai Jagdish hare
Swami Jai Jagdish hare
Bhakt jano kе sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om Jai Jagdish harе
Om Jai Jagdish hare
Om Jai Jagdish hare