Rawal x Bharg
Magan
[Hook: Bharg]
Kore khwabo ka ye gharana
का ख ग
More gaon ke nikat aana
म ग न
Toote dilo ka ye taraana
More gaon ke nikat aana
म ग न

[Verse 1: Rawal]
Magan hun mai jee rha hun apne doosre janam mei
Sirf kala hi hai dharam jo ki leti mujhe sharan mei
Sirf kala hi hai dharam aur mai leta uski charan mei
Upar wale ka pta nai, vishwaas mujhe karam mei
Pehla janam, mote ched mere chaatei mei
Doosra janam kaatei jo bhi jhoote rishte naate the
Jo bhi farzi ye waade the
Kaale jinke iraade the
Ab dhyaan mera kaam pe
Inaam aata khaate mei
Toh aana kabhi naakе pe
Toote dilo ki nagri mei
Basayеnge thikaana
Iss sheher ki afra tafri se door
Jaha zindagi jeene ka hai fitoor
Waha hoke magan chadega suroor
[Hook: Bharg]
Kore khwabo ka ye gharana
का ख ग
More gaon ke nikat aana
म ग न
Toote dilo ka ye taraana
More gaon ke nikat aana
म ग न

[Verse 2: Encore ABJ]
Vo kehte ek ungli kar kisi pe
Chaar ungli teri taraf
Mai magan hun sirf un chaar ungliyo mei bhool gya hun
Vo paanchvi thi kiski taraf?
Tarafadari nahi jab mai poochun
Kaun meri taraf
Naa ki kaun meri tarah
Madad hai haazir
Chahe ho na teri kaum meri tarah
Par kam akal hai vo jo seh ki bhi na apna baatei dard
Aur kam akal hai vo sun ke bhi na paate hai samaj, mai
Sochun
Ki mai
Soch nai
Paara
Sochun
Ya phir
Mai sochun
Zyaada
Iss kashmakash ki doobi kashti mei hai vaas
Hai basa liya in geele kore kagazon mei gaon humnei
[Hook: Bharg]
Kore khwabo ka ye gharana
का ख ग
More gaon ke nikat aana
म ग न
Toote dilo ka ye taraana
More gaon ke nikat aana
म ग न