Umer Anjum
Kabar Say Abar
[Verse 1]
Mery hi chamchy sy
Ye duniya mujy nooch khaey
Qalla mera nasha
Baqi nashy mujhsy khauf khaen
Likhon AFSANAY puri raat mein yad mn teri
Subha ki kiran py rakhon mn QALAM
Hosh aye Dost ayn
MUTASIR ab wo mujh sy
Kandhy jhukata mutabiq ab mein un k
Dard-e-Juda mukhatib ab mein unsy
Karty Gunah par sawab bhi hai Bunty
Tu dy rai saza mujh
Saza ka haqdar
Tu ati jaza meri
Kya nai tu insan?
Mein mangu raza teri
Qaza ye din rat
Kitny gany likhy
Tu thi unwaan
Pr AJ PHIR TU IK GUMAAN
Ab shaiyari karty be-zuban
Akela betha chup sa rehta
Khudse bhi may kuch na kehta
Dewaron k hoty kan
[Chorus]
Zindagi se maut
Ab qabar sy mein abar tak
Inme ni ha khauf
Ab sabar ka hai safar ab
Dua meri bhot
K safal ho ye safar ab
Asaan ho wo maut
Phr kabar sy mein abar tk

Zindagi se maut
Ab qabar sy mein abar tak
Inme ni ha khauf
Ab sabar ka hai safar ab
Dua meri bhot
K safal ho ye safar ab
Asaan ho wo maut
Phr kabar sy mein abar tk

[Verse 2]
Dil ny ki khud-kushi
Ab kudh sy woh kush nahi
May rehta hun insano mn
Kesy koi dukh nai?
Pr kyun mein banton apny dukh kisi or ko
Sab sada kush or sukhi
Kya woh daur ho!
Kadam sy Kadam milaen
Matlabi hain kadam
Qalam sy kal hum bataen
Likhte esi nazam
Gham-e-sham
Mein zikar kron Noor ka
Bs ik jam sy
Ghoont mein loon ye doobta
Ek mulaqat
Yhi ik tamana ha
Zyada na mangu
Halake ARZU ka dariya ha
Mery lafz kano mein barasty hain
Par ye kan teri awaz ko tarasty hain
Humsy bhi pucho ab Hal-e-Dil
Hum bhi kahein, Veraan ha Dil
Intezar
Tu aa ky mil
Pathar ko bana dy tu Bagh-e-Dil
[Chorus]
Zindagi se maut
Ab qabar sy mein abar tak
Inme ni ha khauf
Ab sabar ka hai safar ab
Dua meri bhot
K safal ho ye safar ab
Asaan ho wo maut
Phr kabar sy mein abar tk

Zindagi se maut
Ab qabar sy mein abar tak
Inme ni ha khauf
Ab sabar ka hai safar ab
Dua meri bhot
K safal ho ye safar ab
Asaan ho wo maut
Phr kabar sy mein abar tk