Sun
Filhal abhi tak aiesa koyi kaam nai kiya
Jaise mein khush rahoon khud se
Filhal bahot waqt se me kyed hoon
Karkey guna fasa khudh k zehen me
Filhal haal chaal aj kal kam puchte hy
Log mujhe khud se
Filhal mere sapnoon se dur mujhe karney pe
Tule mere apney filhal mera
Bahot waqt se nai khudh pe zor
Dil tutney k badh mehsoos hui chot, pehley tho mujhe
Laga sab aasamn bade bade channels karey mujhe call
Sar pe ghamand chada jaise k rakhayi me
Thoda meney rishtoon ko beite beite jhayi me
Ankhein khuli jab tak ho chuki thi dheri,mene khoya
Apno ko apno se apni ladayi me
Fir, tujh se hi teri jagah mera jaisa insaan
Saala kisi ka na hoga
Sun, mujhe kardheyna maaf jo mein mart jaun kal
Par aiesa bhi na hoga
Ye, mujhe dhekh mare taaliyan par mud tehi dheyne lagey
Galli aakhir
Mujhe pata tho hy sab, mujhe pata tho hy sab
Bahot waqt se me khush nai khud se
Me pure kagajon ka ghar bana beita
Me bolta tha aag hoon me beta par
Khud k hi haton ko dhukhooyi chala beita
Bahot waqt se me soay nai chein se
Me khali kalmoon se baatein bana beita
Me sochtha tha felna hy mujhe par
Khud k hi haton ko dhukhooyi dhaba beita
Bahot waqt se me khush nai khud se*8
Part-2
Jin, doston me mere charchey nai hi thein
Wahi doston me gaaney mere chaltein hy
Ab bhaley aaj kal dikhta me mehngey se kapdon me
Maangey huye kapdon me tha me kal tak
Me ne chod diya khana kaam kiya zyada
Pata nai kab soya aank khuli kab jagah laga
Mujhe galat rastha bhi sahi chun liya
Jaha jaha mila maukha gaya uta aur bhaaga
Kapde se ek dant lagey mujhe sao
Me leke ghuma saat shakal hy jinke dho
Na mujh pe bharaso karna chahoon
Me khud lage zindagi me jeene ki wajah di mene khub
Bahot waqt se me khush nai khud se
Ayine me khud koyi hi doond raha hy
Kise kahoon me mere taklifey kya
Kise kahoon har din toot raha
Bahot waqt se me khush nai khud se*8