Alka Yagnik
Deewana Mujhe Kar Gaya
[Alka Yagnik]
Ooooo...
Meri, fariyaad tu
Khuda ke, baad tu
O mere baadshah
Khuda iska gawaah..

[Chorus]
Hmm.. hmmm... hmmm

[Alka Yagnik]
Mein waapas, aaunga (hmmm)
Yeh waada, hai tera (hmmm)
Muqarr, saktaa nahi (hmmm)
Tu marr, saktaa nahi (hmmm)
Yeh waada, todd kar (hmmm)
Mujhe yoon, chhod kar (hmmm)
Agar tu, jaayega
Toh hoga, bewafaa..

[Chorus]
Oye losche, oye losche (x6)

Tu katt sakta nahi, kisi talwaar se
Tu rukk sakta nahi, kisi deewar se
Uttar maidaan mein, nikal toofan mein
Yeh teri jung hai, lahu toh rang hai
Yeh beh jaaye toh kya, yeh reh jaaye toh kya
Karishma woh dikha, kahe sab marhaba
Rahe tu naa rahe, magar duniya kahe (x2)
Hazaaron se ladaa, akela baadshah (x4)..
[Alka Yagnik]
Oooo...

Deewana mujhe, kar gaya
Haaye re, jaana tera
Hoga kab, aana tera.. (x2)

[Mohammed Aziz]
Ooo
Mujhe le, aayi hai
Yaad teri, aa gaya
Dekh, deewana tera..

[Alka Yagnik]
Tu na ja, mere baashah
Ek waade, ke liye
Ek waada, tod ke.. (x2)

[Mohammed Aziz]
Yeh waada, hai mera (x2)
Mein agar, marr bhi gaya
Toh bhi, waapas aaunga..

[Chorus]
Aaaa.....aaaan.....aaaan....