Atif Aslam
Atif Aslam - Tajdar-E-Haram (Romanized)
[Intro: Atif Aslam]
Kismat mein meri, chain se jeena likh de
Doobey na kabhi, mera safina, likh de
Jannat bhi gawaarah hai, magar, mere liye
Ae kaatib-e-taqdeer, madina, likh de..

[Verse 1: Atif Aslam]
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram
Ho nigaah-e-karam
Hum gareebo ke dil bhi, sawwar jaayenge
Haan miy-e-bekassa kya kahega jahaan
Haan miy-e-bekassa kya kahega jahaan
Aap ke dar se khaali agar jaayenge..
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram

[Verse 2: Atif Aslam]
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Aapke dar pe fariyaad, laaye hai hum
Ho nigaah-e-karam
Warna chaukhat pe hum
Ho nigaah-e-karam
Warna chaukhat pe hum
Aapka naam le le ke, mar jaayenge..
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
[Verse 3: Atif Aslam]
Kya tum se kahu
Ae Rab ke kunwar
Tum jaante ho mann ki batiya
Daar-e-furkat, toh aaye ummi-laqab
Kaatey na kat ti ab rattiyan

Tohri preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi yeh bekhabari
Gaahe big-haan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo humaari battiyaan

Aapke dar se na koi khaali gaya
Aapke dar se na koi khaali gaya
Aapke dar se na koi khaali gaya
Apne daaman koi bhar ke sawaali gaya
O... Apne daaman koi bhar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazeen Ho habeeb-e-hazeen par bhi Aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jaayege...
Ho habeeb-e-hazeen Ho habeeb-e-hazeen par bhi Aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jaayege...

Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram

Maikasho aao aao, madine chaley
Madine chale..
Madine chale..
Madine chale..
Maikasho aao aao, madine chaley
Madine chale..
Madine chale..
Madine chale..
Aao madine chale Aao madine chale
Isi mahine chale, Aao madine chaley
Aao madine chale Aao madine chale
Isi mahine chale, Aao madine chaley

[Verse 4: Atif Aslam & Choir]
Tajallio ki ajab hai fizaa madine mein
Tajallio ki ajab hai fizaa madine mein
Nigah-e-shauq ki hai intehaa madine mein
Nigah-e-shauq ki hai intehaa madine mein
Gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa madine mein
Gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa madine mein
Namaaz-e-ishq karenge adaa madine mein
Namaaz-e-ishq karenge adaa madine mein
Barah-e-raas hai rah-e-Khuda madine mein..

Aao madine chale
Aao madine chale
Isi mahine chale, aao madine chale

Maikasho aao aao, madine chaley
Maikasho aao aao, madine chaley

Tast-e-saaqi ye kausar se peene chaley
Tast-e-saaqi ye kausar se peene chaley
Yaad rakho agar, Yaad rakho agar
Yaad rakho agar, Yaad rakho agar
Uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge
Yaad rakho agar, Uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge..

Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram

[Verse 5: Atif Aslam & Choir]
Khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar
Khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar
Sakht mushkil hai Aaqa, kidhar jaaye hum
Sakht mushkil hai Aaqa, kidhar jaaye hum

Aap hi gar na lenge, humaari khabar
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
Aap hi gar na lenge, humaari khabar
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram

[Outro : Atif Aslam & Choir]
Ya mustafa
Ya mujtaba
Erahum lana
Dast-e-hama
Bechaara rah
Daama tuhi
Daama tuhi
Mann aasiyam
Mann aajizam
Mann bekasam
Haal-e-mara
Pursan tuhi, Pursan tuhi, Pursan tuhi, Pursan tuhi
Ae mujhtabe zumbar fishah
Paike naseem-e-Sub hadam
Aye chargaar, Insa-nafas
Aye Munshe beemar-e-gham
Aye Qaasid-e-parkhandapaye
Tujh ko usi gul ki kasam
Innal tayaree hass saba
Yauman ila-ardil-haram
Balligh salaami roza tann
Fi-han Nabi-al-mohtaram

Tajar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Tajar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jaayenge
Haami-e-bekassan, kya kahega jahaan
Haami-e-bekassan, kya kahega jahaan
Aapke dar se khaali agar jaayenge...
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram....