Shankar Mahadevan
Ishq Di Baajiyaan
Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon

Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Na ja aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna

Ishq Di Baajiyaan
Jeetiyan na haariyan
Jaan se lag gayin
Jaan ki yaariyan

Gin ke dekh badan pe neel diye hain
Ishq ne…
Pade jo haath pe chhaale chheel diye hain
Ishq ne…
Ve main saare dukh sehna tainu nahi dassna

O laggiyan ishq di baajiyan
Jeetiyan na haariyan
Jaan se lag gayin
Jaan ki yaariyan
Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Door naa jaa…

Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Na ja aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna

Aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi…

Tere bin, bin tere sufiyon ke dere
Dekh maine kitne lagaaye phere, adiye
Ho chhod ke bhi jaana ho toh
Hari bhari bairi tale challa chhad jaayin ni kudiye

Yaad aa jaaye toh tera naam leke
Jhoom loon…
Shaam aa jaaye toh uth ke chand ka maatha
Choom loon…
Ve main saare dukh sehna tainu nahi dassna
O laggiyan ishq di bajiyaan
Jeetiyan na haariyan
Jaan se lag gayin
Jaan ki yaariyan

Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Door naa jaa…

Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Na ja aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna