Anuradha Paudwal
Chaha hai tujhko chahunga hardam
Chaha hai tujhko
Chahunga hardam
Mar ke bhi dil se
Ye pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai
Mere aansoon behte hain
Apna to milan hoga
Pal pal yeh kehte hain
Kya yeh zindgani hai
Bas teri kahani hai
Bas teri kahani hai
Ye jo zindgani hai
Chaha hai tujhko
Chahunga hardam
Mar ke bhi dil se
Ye pyaar na hoga kam


Teri woh baatein
Woh chaahat ki rasmein
Jhoothey the vaade
Kya jhoothi thi kasmein
Jaan e tamanna
Kya ye sach hai
Bas itna keh de
Toot jayee na lamha
Aitbaar ka
De koi silaa
Mere intezaar ka
Chaha hai tujhko
Chahungi hardam
Mar ke bhi dil se
Ye pyaar na hoga kam

Teri hoon teri
Jo chahe kasam le le
Mujhko humrahi
Tu apne gham dе de
Saari umar hai mujhko
Dard judaai ka sehnaa
Rastey mеin koi hai
Manzilein meri
Mere saath jayengi
Mukshkilein meri
Chaha hai tujhko
Chahunga hardam
Mar ke bhi dil se
Ye pyaar na hoga kam


Tu saamne hai mairey
Phir kyoon ye doori hai
Tujhe kaise bataoon main
Hai, kya majboori hai
Yeh bhi koi jeena hai
Sirf aansoon peena hai
Sirf aansoon peena hai
Yeh bhi koi jeena hai