Raftaar
The Student Anthem
Yeh rap mere pyare students ke liye
Taiyar!
I am sad engineering karna pad raha hai yaar
Degree mili
Job mili ha!
So silly
Sunn
Yeh padhai, yeh likhai mere bas ka hi nahi
Main jab dekhta hoon mujhe jamta hi nahi
Pass hona mera banta hi nahi
Main sab padhta kuchh jaanta hi nahiSir aaye bole padhna hi nahi
It's time for assignment, darna hi nahi
Likh likh ke hath hai sujaye
Iss raddi ka koyi kaam dhandha hi nahi
Sachchai yehi ki jobs hi nahi
Sachchai yehi bachchon mein nahi unity
Topper hain yeh class ke
Samjhe khud ko baap
Proffesors ki yeh chaate
Bole karke dikha tu bhi
Exam!
Pass aayi, pass aayi
Phat ke hath mein aayi
To raat bhar marai
Tu, hoga fail mere bhai
Jo poora saal toone book ko
Shakal na dikhai
Engineer ban, mat ban kalakaar
Sapne toot'te hota atyachaar
Bachpan se shauk mujhko art ka
Sadak band, aage band naka mere shauk ka
Yaad dilaun kya
Aye aye, yaad dilaun kya
Chhote!
Yaad dilaun kya
Yaad dilaun
Sapna ek dekha tha passion aazmaunga
Jis field mein talent hai wahan main jaunga
Neend se uthakar papa ne bhagaya
Scholar ke sath phir padhne lagaya
Inverse integration
Naam yaad mein aaya kya
Yaad na hone par usne
Das baar sikhaya tha
Raat bhar mujhko jagaya tha
Chai ka cup bhi pilaya tha
Net se dhoondh ke padhaya tha
Jo bhi padha exam mein
Kuchh bhi na aaya tha
Tab mera, tab mera naseeb kadak tha
Woh ladka alag tha
Use aaya mujhpe kyun
Pyar ghazab ka
Dikhaya mujhe poora paper
Phir sir bola
Viva mein tujhko bithata hoon
Jitna rata hai woh baahar main lata hoon
Tujhko jo yaad nai hoga unhi
Sawalon se teri lagata hoon
Entrance exam se lakhon ki naukri
Kehke phansaya main kabhi nai bhoolega
Maa ki kasam khud nikla woh ranker
Main sachcha last bencher
Tujh jaison ki kholega
Ek shabd bhi nai bolega
Yeh ladka kuchh bhi nai bolega
Aur phir bhi tu ro lega
Thoda bhi nai ab poora hi dho lega
Thand mein bhi khud ko jagana pada
Freshers party thi jaana pada
Head & Shoulders laga ke, dandruff bhaga ke
Crush pe impression jamana pada
Padhne mein slow the
Aye!
Baithe pichhe ke row mein
Aye!
Maine chits banaya tha
Aye!
Majboor sa hoke
Padhne mein slow tha
Ratta na hota
Slow hi na hota to
Load hi na hota
Maa baap ne meri tuition lagwai hai
Kya fayada problem
School nai padhai hai
Last bench se utha kar na aage bula
Aisa karega to dega rula
Pehle hi roya hoon
Raat ko na soya hoon
Karma se dar yoon na mujhko sata
Chits bana, chits bana
Miya Khaleefa band kar zara chits bana
Susti ki baat hi nahi thi
Maine bola p0rn band kar
Tu tab sada
Aaj ka sach yehi hai
Ki haal filhaal toppers ki ijjat badi hai
Badi hai!
Tu first rank aa raha hai chhote
Rinky aur pinky to mujhse pati hai
Sanki hai meri meri meri gang
Tabhi to CR ki jali jali jali gand
Parents ko bulwaya baja di meri band
Bhaari hai talent, bhaari mera plan
Samajh mein aaya kya
Magaz mein aaya kya
Yaad mein aaya kya
Tu mujhko jhaadne aaya kya
Hillane se bante bachche kya
Chillane se bante sachche kya
Gussa dikha kar bachchon ko dara rahi hai
Unka dar samjhe ya jaane kya
Notes maangta rahega
Woh phir bhi nai degi
Iss baar exam teri keh ke hi legi
Baaton ka matlab badal ke batane se
Socha ki answer sheet jaldi bharegi
College se seedha sab tuition pe
Ratt lete jaise woh tote hain
Seekha maine jab kitabon ko khola
Ke taare zameen par hote hain
Zameen par hote hain
Taare zameen par hote hain
Samajh mein aa gaya
Chhote!
Mujhko samajh mein aa gaya
Aye
Chal kuchh baat aur
Dhyan se sun'na
Tu mujh pe hansa
Kyun ki percentage meri kam hai
Abe pubg me harake dikha
Agar bum mein tere dum hai
Success ke pichhe nai
Excellence ke pichhe bhaag
Yeh kehta main nai
Kehte hai Amir sahab
Kids!
Sachchai hai yeh taana nahi
Diss
Samajh mein aaya kyaKunal Chhabhria & Anmol Sachar