Raftaar
Barbaad
[Intro: Afsana Khan]
Barbaad hui, barbaad hui
Barbaad hui, barbaad hui

[Verse 1: Afsana Khan]
Ni ajj saari raat ni sona
Ni ajj saari raat ni sona
Ve ajj teri baat hui
Ni maitho sahi jaani'na judaiyaa'n
Haaye rabb kedi karda khudaiyaa'n
Ni akkhon barsaat hui

[Pre-Chorus: Afsana Khan]
O jediyan maadiya, mere saath hui
Lagda duniya barbaad hui

O jediyan maadiya, mere saath hui
Lagda duniya barbaad hui

[Chorus: Afsana Khan]
Barbaad hui, barbaad hui
Barbaad hui

Barbaaaad...

Raftaar, yeah!
[Verse 2: Raftaar]
Kisse teri baat chali kya pata?
Jisse bhi baat chali laapata
Isse na usse ab matlab hai
Tujhse, aur tujhse bhi pucha toh tujhko bhi na pata, kya pata?
Kab se chupaye tune raaz tere
Aas, paas me, kaun jyada khaas tere?
Ek awaaj pe aane waale kitne hai, kitne jo tere liye saans lere?
Matlab ki duniya me gum me bhi gumnami
Kya ye bhi theek hai? (Theek hai?)
Lekha hai, jokha hai, kismat ka, ya kismat se milti bheekh hai
Theek hai, theek hai ye bhi toh seekh hai
Dil thoda wеak hai, buddhi sateek hai
Dil ke kareeb, naseeb se aati hai khushiyan aur khushiyan ameero ki tabhi toh sabse gareeb mai (Haa!)
Sabsе naaraj mai (Woo!)
Wajah hai dard ki door
Seene ka dard hai paas me
Kabhi na kaha ke tera hi saara kasoor
Mujhko na aana tu yaad
Mai rahun azaad toh rahun abaad
Mai par tere saath me (Skrrr)
Barbaad mai!

[Pre-Chorus: Afsana Khan]
Jediyan maadiya, mere saath hui
Lagda duniya barbaad hui
O jediyan maadiya, mere saath hui
O lagda duniya barbaad hui

[Chorus: Afsana Khan]
Barbaad hui, barbaad hui
Barbaad hui, barbaad hui

[Bridge: Raftaar]
Dil todd mera deke mere haath chali (Raa!)
Utna kaafi na tha jitna bhi tu saath chali (Yeah)
Teri yaadon me deewane ki hai raat chali (Woo)
Kitne kisse tere? kisse teri baat chali

[Pre-Chorus: Afsana Khan]
Jediyan maadiya, mere saath hui
O lagda duniya barbaad hui

[Chorus: Afsana Khan]
Barbaad hui, barbaad hui
Barbaad hui, barbaad hui
Barbaad hui