Jaani
TAARON KE SHEHAR
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Jo tum na meri baahon mein
Main to so nahi sakta
Khuda ne tujhko diya mujhe
Tujhe main kho nahi sakta

Main mar jaunga agar kabhi
Kehna pad gaya yeh sanam
Main tera hi hoon
Magar tеra ho nahi sakta

Hamein maar hi na daale
Buri nazar yeh logon ki
Yеh hath chhudayenge
Na hath pakadne degi
Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein

Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein

Jo bhi ishq mein hote hain
Hote hain deewane se
Khushi nahi dekhi jaati
Mohabbat ki zamane se

Mujhe pata hai oh janam
Chahe kuchh bhi ho jaaye
Tu khud mar jayegi
Jaani na marne degi
Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi