Ikka
Sab Jaanta Hai
[Intro]
Yeah
Aeeehhh
Aeeehhh
Woah
Woo, woo, woo, woo, woo

[Pre-Chorus]
Maa ka dil nahi dukhane ka (Maa, maa)
Baap se aankh nai milane ka (Baap, baap)
Tu samjhe na vibe ko teri, aisi se kabhi bhi dil nai lagane ka (Sach)
Dil ke nahi raaj batane ka
Dosti me dhokha nahi khane ka (Never)
Wo kitna bhi bane sagaa, par saanp ko maam kabhi doodh nai pilane ka

[Chorus]
Apne hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai (Koi khaas tera hater hai)
Apne hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai (Bhuchal)
Mere hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai (Yeah)
Mere hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai

[Verse 1]
Ghante pe rakhta zamane ko
Koi nai aata, mere ko khilaane ko
Ghar pe yahan chaar jan khaane ko
Hunar kehte maatam me hass ke dikhanе ko
Apno ko jaanun aur jaanun main shaane ko
Gaand me lelе, tu feature aur gaano ko
Lalchi meri roti lele khaane ko
Utsaah ki prapti, lalach ko jaane do
Maine gham dekha, haar dekhi
Bachpan me belto ki maar dekhi
Duniya deti gaali, bas maa hi pyaar degi
Madad ke liye pukaar, khushiyon ke liye guhaar dekhi
Rishton me darar, yaaron se yaar, maar dekhi
Maine bechain apni saans, marne ke liye aaj dekhi
Ek manzil dekhi, phir talaash dekhi
Sapno ke bina zinda laash dekhi
[Pre-Chorus]
Maa ka dil nahi dukhane ka (Maa, maa)
Baap se aankh nai milane ka (Baap, baap)
Tu samjhe na vibe ko teri, aisi se kabhi bhi dil nai lagane ka (Sach)
Dil ke nahi raaj batane ka
Dosti me dhokha nahi khane ka (Never)
Wo kitna bhi bane sagaa, par saanp ko maam kabhi doodh nai pilane ka

[Chorus]
Apne hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai (Koi khaas tera hater hai)
Apne hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai (Bhuchal)
Mere hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai (Yeah)
Mere hai kaun, shaane hai kaun
Mai sab jaanta hai

[Verse 2]
Sukoon ki saalo se neend mai soya ni
Bhai ko khoya par kabhi mai roya ni
Maa-baap ki aankh bhigoya ni
Jeevan dhaage me kuch khaasa piroya ni
Homies bhi jalte hai, saga ni koi
Par homies ko bura ni bolega koi
'Cause homies ke liye abhi bhi love
Pyaar ko nafrat me tole na koi
[Bridge]
Hip-hop bani life, kapde diye, khana diya
Fans ke roop me khazana, jeene ke liye zamana diya
Parayo ne pyaar, apno ne taana diya
Mai hip-hop nahi, kaiyon ne daava kiya
Maine har tareeke ka gaana diya
Nas ke label ke saath gaana kiya
Tell me, kitne rappero ne jo gaaya jiyaa
Batado, kitne rappero ne jo gaaya jiyaa