Guru Randhawa
Mehendi Wale Haath
[Intro]
Mehendi Wale Haath Woh Tere
Payal Wale Paon
Mehndi Wale Hath Woh Tere
Payal Wale Paon

Yaad Bahut Aate Hain Mujhko
Tu Aur Apna Gaon

Kachi Pagdandi Ke Raste
Aur Neem Ki Chhaon
Kachi Pagdandi Ke Raste
Aur Neem Ki Chhaon

Yaad Bahut Aate Hain Mujhko
Tu Aur Apna Gaon
Mehandi Wale Hath

[Verse: 1]
Gaon Ka Woh Talab
Jahan Har Roj Mila Karta Tha
Baatein Karte Karte
Teri Chudi Bhi Ginta Tha

Teri Bholi Baatein Sunkar
Aksar Main Hasta Tha
Yaad Unhe Ab Bhi Karta Hoon
Shehar Mein Subah Shaam
Yaad Unhe Ab Bhi Karta Hoon
Shehar Mein Subah Shaam

[Chorus]
Yaad Bahut Aate Hain Mujhko
Tu Aur Apna Gaon
Mehndi Wale Hath
Oh Mehndi Wale Hath

[Verse: 2]
Kya Tune Ab Bhi Rakhe Hai
Prem Ke Woh Sandesh
Patthar Bandh Ke Chat Par Tеri
Deta Tha Jo Faink

Yaad Mujhe Karta Hai Kya Tu
Ab Bhi Unko Dekh

Kya Tеre Hothon Ko Pata Hai
Ab Bhi Mera Naam
Kya Tere Hothon Ko Pata Hai
Ab Bhi Mera Naam

[Chorus]
Yaad Bahut Aate Hain Mujhko
Tu Aur Apna Gaon
Mehndi Wale Hath Woh Tere
Payal Wale Paon
Mehendi Wale Haath Woh Tere
Payal Wale Paon

Yaad Bahut Aate Hain Mujhko
Tu Aur Apna Gaon