Khaak-e yasr awaz, do alam khush tarast
ay khunuk shehri, ke aaja dilbar ast
Ki Muhammad se wafa tuney toh hum tere hain
Ye jahaan cheez hai kya, loh-o-qalam tere hain
Loh bhi tu, ya Muhammad
Qalam bhi tu, ya Muhammad
Loh bhi tu, qalam bhi tu, tera wajood al-kitab
Gunbad-e-abgina rang, tere muheet mein hubab
Loh bhi tu, ya Muhammad
Qalam bhi tu, ya Muhammad
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Alim-e-aab-o-khak mein tere zahoor se faroug
Zarra'ay raig ko diya tuney tulu-e-aftab
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Ee zahoor-e to shabab-e-zindagi
Jalweh-at tabeer-e-khwaab-e-zindagi
Ee zameen az bargahat arjumand
Asman az bosaaiye bamat buland
Shash jehet roshan ze taab-e-rooh ye-tau
Turk-o-Tajeek-o-Arab-Hindu ye-tau
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Shoukat-e-Sanjar-o-Saleem tere Jalal ki namood
Faqr-e-Junaid-o-Bayazeed, tera Jamal-e-be-naqab
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Tu Baney az har do a'alam man faqeer
Tu Ghani az har do a'alam man faqeer
Roz-e-mehshar uzr hai man pazeer
War hisabam ra tu beeni naguzeer
Az nigah-e-mustafa pinha bageer
Shauq tera agar na ho meri Namaz ka Imam
Mera qiyam bhi hijab, mera sujood bhi hijaab
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Taraan taria ke ula, saghlee neest
Taleele aashqan gair az dili neest
Toh farmoudi rahe bataha giraftein
Wagar na justomara manzili neest
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Teri nigah-e-naaz se dono muraad pa gaye
Aqal ghiyab-o-justajoo, ishq huzoor-o-iztarab
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Maani ye harfam kuni tehkiq agar
Dingari baadidaaye siddiq agar
Kuwwat-e-kalb-o-jigar gartad nabi
Az Khuda Mehboob tar gartad nabi
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Loh bhi tu, ya Muhammad
Qalam bhi tu, ya Muhammad
Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad, Ya Muhammad
Ya Nabi salaam alaika
Ya Rasool salaam alaika
Swalawatullah alaika
Ya Habib salaam alaika