A.R. Rahman
Arziyan (Romanized)
Arziyan saari main
Chehre pe likh ke laaya hu
Tum se kya maangu main
Tum khud hi samajh lo
Ya maula.. maula maula..
Mere maula..maula…
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Murammat muqadaar ki kar do maula
Mere maula..
Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu
Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu
Murammat muqadaar ki kar do maula
Murammat muqadaar ki kar do maula..

(Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya
Mastiyaan piye sab ko,jhoomta nazar aaya) -2 times
Pyaas leke aaya tha dariyaa wo bhar laaya
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya
Noor ki baarish mein ohhoooo
Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya

Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Murammat muqadaar ki kar do maula
Mere maula..
(Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya
Mastiyaan piye sab ko,jhoomta nazar aaya) -2 times
Hooo ek khushbu aati thi
Hooo ek khushbu aati thi
Main bhatakta jaata tha
Reshmi si maaya thi
Aur main taktaa jaata tha
Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya – 2 times
Mujh mein hi woh khushbu thi
Jisse tune milwaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Murammat muqadaar ki kar do maula
Mere maula..

Haaa…aaaa…
Toot ke bikharna mujhko zarur aata hai
Hoooo toot ke bikharna mujhko zarur aata hai
Warna ibaadat wala shahur aata hai
Sajde mein rehne do, ab kahin naa jaunga
Sajde mein rehne do, ab kahin naa jaunga
Ab jo tumne thukraya to sawar naa paaunga
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula
Murammat muqadaar ki kar do maula
Mere maula..
Sar utha ke maine to kitni khwahishein ki thi
Kitne khwab dekhe the, kitni koshishein ki thi
Jab tu rubaroo aaya, aaaa
Jab tu rubaroo aaya, nazre naa mila paaya
Sar jhuka ke ek pal mein, hooo
Sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahi paaya
(Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula)- 2 times
Mere maula..mere maula…

(Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya) – 4 times
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Mere maula maula maula maula
Mere maula maula maula maula
Mere maula…